SEARCH RESULTS
Showing search results for "musaavaat"
Nazm MATCHES FOR "musaavaat"
Nazm
lenin
ye 'ilm ye hikmat ye tadabbur ye hukuumat
piite hai.n lahuu dete hai.n taaliim-e-musaavaat
Allama Iqbal
Nazm
jawahar-lal nehru
jis ne zardaar-e-ma.iishat ko gavaaraa na kiyaa
jis ko aa.iin-e-musaavaat pe israar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
yaum-e-mai
musaavaat ke diip ghar ghar jale.nge
sab ahl-e-vatan sar uThaa ke chale.nge
Habib Jalib
Nazm
election
muslim ko be-shak aisii musaavaat chaahiye
''aarif hamesha mast-e-mai-e-zaat chaahiye''
Syed Mohammad Jafri
Nazm
tajdid-e-amal
phir dars-e-musaavaat kii haajat hai jahaa.n ko
aaqaa.ii-o-KHidmat ke KHitaabaat badal Daal
Faiz Ludhianvi
Nazm
shair-e-KHush-nawa
musaavaat kaa naam le kar hamesha Gariib aadmii kii anaa se la.De hai.n
ka.ii ahl-e-daanish
Saleem Kausar
Nazm
naya sal
sahar ne masarrat kaa naGma sunaayaa
fazaa ne gulistaa.n kaa daaman sajaayaa
Laiq Siddiqi
Nazm
la bhi hai ek guman
''masnad-e-adl-o-musaavaat yahaa.n kuchh bhii nahii.n
''laa'' bhii hai ek gumaa.n
Faheem Shanas Kazmi
Nazm
blind followers
ki e'tiraaz gavaahii hai zinda hone kii
ki e'tiraaz musaavaat kii 'alaamat hai
Balmohan panday
Nazm
hikmat ka but-KHana
gunaah-e-taaza kii taKHliiq se ibliis qaasir hai
dimaaG-e-fitna-juu par hai musallat zo.f-e-piiraana
Bebak Bhojpuri
Nazm
sochiye
dekhiye jashn-e-masarrat kaa niraalaa andaaz
ghar munavvar hai.n dimaaGo.n me.n black out hai
Ustad Rampuri
Nazm
jashn-e-azadi
jashn-e-aazaadii-e-jamhuur manaa.e.n logo
goshe goshe me.n musaavaat kaa charchaa kar de.n
Masooda Hayat
Nazm
mahatma gandhi
diyaa hai sulh-o-musaavaat kaa sabaq tuu ne
ataa kiyaa hai junuu.n ko nayaa ufuq tuu ne