SEARCH RESULTS
Showing search results for "naamuus"
Nazm MATCHES FOR "naamuus"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
naamuus kaa us ke paas rahe vo parda-nashii.n bad-naam na ho
us parda-nashii.n ko yaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
KHizr-e-rah
fitrat-e-askandarii ab tak hai garm-e-naa.o-nosh
bechtaa hai haashmii naamuus diin-e-mustafaa
Allama Iqbal
Nazm
KHak-e-dil
meraa naamuus-e-vafaa merii mohabbat kaa Guruur
merii nabzo.n kaa tarannum mire naGmo.n kii pukaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
fareb
tum ne naamuus-e-shahiidaan-e-vatan bech diyaa
baaGbaa.n ban ke uThe aur chaman biich diyaa
Ali Sardar Jafri
Nazm
abu-talib ke beTe
taa-abad aate rahe.nge
abuu-taalib ke beTe hifz-e-naamuus-e-risaalat kii rivaayat ke amii.n the
Iftikhar Arif
Nazm
aahang-e-nau
KHauf-e-be-hurmatii-o-fikr-e-ziyaa.n hai to uTho
paas-e-naamuus-e-nigraan-e-jahaa.n hai to uTho
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shahid bhagat-singh
jaam-e-hubb-e-vatan ke ai matvaale
ai paikar-e-naamuus hamiyyat vaale
Tilok Chand Mahroom
Nazm
adl-e-jahangiri
haa.n mujhe vaaq.ea-e-qatl se inkaar nahii.n
mujh se naamuus-e-hayaa ne ye kahaa thaa ki bazan
Shibli Nomani
Nazm
padmani
aah o ishva o andaaz o adaa kii devii
aah o hind ke naamuus-e-vafaa kii devii
Suroor Jahanabadi
Nazm
musalman aur hindostan
bhaarat ke ba-har-haal vafaadaar bano tum
naamuus ke izzat ke nigah-daar bano tum
Hindi gorakhpurii
Nazm
marsiya baal-ganga-dhar-tilak
uTh gayaa daulat-e-naamuus-e-vatan kaa vaaris
qaum marhuum ke e.azaaz-e-kuhan kaa vaaris
Chakbast Braj Narayan
Nazm
aurat
vafaa naamuus-o-iffat kaa sharaafat aur azmat kaa
ki ye aqdaar mere paa.nv kii be.Dii nahii.n hargiz
Tabassum Azmi
Nazm
tazmin bar-ashaar-e-ghaalib
ho chukii bas e'timaad-e-dil kii sheKHii kirkirii
KHaak me.n naamuus-e-paimaan-e-mohabbat mil ga.ii
Ze Khe Sheen
Nazm
bazar
kitnii laashe.n hai.n pas-e-madfan-e-naamuus yahaa.n
apne ajdaad kii taariiKH uThaa kar dekho
Shahid Akhtar
Nazm
KHud-faroshi
kuchh ahl-e-chaman fasl-e-chaman bech rahe hai.n
zar ke liye naamuus-e-vatan bech rahe hai.n