SEARCH RESULTS
Showing search results for "naqs-e-khudii"
Nazm MATCHES FOR "naqs-e-khudii"
Nazm
dil
tarz-e-mastii-o-KHudii tere gale kaa haar hai
tuu vo miinaa hai ki is se ik jahaa.n sarshaar hai
Saqib Kanpuri
Nazm
dil
tarz-e-mastii-o-KHudii tere gale kaa haar hai
tuu vo miinaa hai ki is se ik jahaa.n sarshaar hai
Saqib Kanpuri
Nazm
ruh-e-iqbaal se
saaz-e-aziimat-e-KHudii chhe.D salaa-e-aam de
qaum-e-shikasta-haal ko aa ke ko.ii payaam de
Jauhar Nizami
Nazm
hubb-e-watan
o sharaab-e-KHudii ke matvaale
ghar kii chaukhaT ke chuumne vaale
Altaf Hussain Hali
Nazm
mohabbat
mohabbat 'ishq hai zarb-e-KHudii hai
mohabbat zulfiqaar-e-haidarii hai
Abul Fitrat Meer Zaidi
Nazm
ye barham nai nasl
tum.haaraa taKHayyul vo turbat hai jis par
fareb-e-KHudii kii bhii chaadar nahii.n hai
Salam Machhli shahri
Nazm
surud-e-halal
jis ko mashruu.a samajhte hai.n faqiihaan-e-KHudii
muntazir hai kisii mutrib kaa abhii tak vo suruud
Allama Iqbal
Nazm
ilm-o-KHudi
e.ajaaz-e-KHudii dekh ki aahuu ke ye bachche
bharne lage shero.n ke ta.aaqub me.n taraare
Shameem Farooq Banspari
Nazm
zindagi
jis zindagii me.n josh-e-KHudii kaa na ho KHayaal
vo zindagii nahii.n kabhii shaayaan-e-zindagii
Amjad Najmi
Nazm
aaKHir-e-shab
tamaam josh-e-bahaaraa.n tamaam sail-e-numuu
ubal rahe hai.n suruur-e-KHudii ke favvaare
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
holi khelne ki farmaish par
mai.n ne har naqsh-e-masarrat ko dabaa rakkhaa hai
aur dekhe hai.n hasii.n daur ke sundar sapne
kanval Dibaivi
Nazm
shoale
qalb-e-ma.asuum me.n har aabid-e-paakiiza ke
sho.ala-e-KHvaahish-e-irfaan-e-KHudaa paltaa hai
Akhtar Bastavi
Nazm
dil
phir kyo.n hai is Gariib ke sar tohmat-e-KHudii
jo terii maslahat ne kahaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
lazzat-e-irfan
ki hai insaa.n tilism-e-shaan-e-KHudaa
qadr apnii na is ne pahchaanii
Ze Khe Sheen
Nazm
meri shaeri
agarche sar-e-be-KHudii KHaak par hai
dimaaG-e-KHudii auj-e-aflaak par hai
Hafeez Jalandhari
Nazm
dilli
allaah is kii azmat-e-dii.n kaa aliim hai
tafsiir-e-dil hadiis-e-KHudii kaa fahiim hai