SEARCH RESULTS
Showing search results for "nazm-nigaarii"
Nazm MATCHES FOR "nazm-nigaarii"
Nazm
mir-anis
miir-aniis aap ke faizaan-e-karam se ham ko
aa gayaa nazm-nigaarii kaa saliiqa kyaa kyaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
doraha
jaag ai narm-nigaahii ke pur-asraar sukuut
aaj biimaar pe ye raat bahut bhaarii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
wajud ki talash
kisii kii nigaah-e-naaz me.n
yaa office Table kii daraaz me.n rah ga.e ho.n
Ziyaul Hasan
Nazm
tanhai tumhein yaad karti hai
nigaah-e-naaz se aa.ii thii jis me.n rangiinii
tumhe.n vo anjuman-aaraa.ii yaad kartii hai
Bismil Dehlavi
Nazm
mausam-e-bahaaran
har phuul taaktaa hai mirii samt baar baar
terii nigaah-e-naaz kaa armaa.n liye hu.e
Shadan Barabankvi
Nazm
falsafa-e-husn-o-ishq
KHud-farebii me.n giraftaar nahii.n hai 'bismil'
kyaa ye taKHliiq baraa.e nigah-e-naaz nahii.n
Bismil Dehlavi
Nazm
bahaar ban ke chali aa ki ja rahi hai bahaar
ye tujh se kaun kahe ai nigaar-KHaana-e-naaz
bahaar ban ke chalii aa ki jaa rahii hai bahaar
Syed Aabid Ali Aabid
Nazm
zauq o shauq
terii nigaah-e-naaz se dono.n muraad paa ga.e
aql, Gayaab o justujuu ishq, huzuur o iztiraab!
Allama Iqbal
Nazm
judai
jo terii narm-nigaahii kii thii.n bi.Thaa.ii hu.ii
uThaa chukaa huu.n mai.n pahle bhii hijr ke sadme
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mera saqi
kabhii jo ruuh pe hotii hai be-hisii taarii
dimaaG kaif se hotaa hai yak-qalam aarii
Urooj Qadri
Nazm
apni malka-e-suKHan se
khul jaa.e gar ye baat ki urdu zabaan par
terii nigaah-e-naaz kaa ehsaa.n hai kis qadar
Josh Malihabadi
Nazm
naya husn
hausle jaag uThe soz-e-yaqii.n jaag uThaa
nigah-e-naaz ke be-naam ishaaro.n ko salaam
Kaifi Azmi
Nazm
do mashware
sumuum tez hai mauj-e-sabaa ko aam karo
KHizaa.n ke ruKH ko palaTne kaa ehtimaam karo
Shorish kashmiri
Nazm
dil
kyaa Dhuu.nDhtii hai siina me.n ab o nigaah-e-naaz
muddat hu.ii ki sarf-e-vafaa ho gayaa hai dil
Jaleel Qidwai
Nazm
hamari zaban
urdu kaho yaa hindostaanii
is kii ba.Daa.ii duniyaa ne maanii