SEARCH RESULTS
Showing search results for "panah"
Nazm MATCHES FOR "panah"
Nazm
parchhaiyan
vo pe.D jin ke tale ham panaah lete the
kha.De hai.n aaj bhii saakit kisii amii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
mard-e-sipaahii hai vo us kii zirah laa-ilaah
saaya-e-shamshiir me.n us kii panah laa-ilaah
Allama Iqbal
Nazm
jugnu
kisii kii so.ii hu.ii yaad ko jagaatii thii
vo be-panaah ghaTaa vo bharii bharii barsaat
Firaq Gorakhpuri
Nazm
mere ahd ke hasino
jinhe.n muzmahil dilo.n ne abadii panaah jaanaa
thake-haare qaafilo.n ne jinhe.n KHizr-e-raah jaanaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ramaen ka ek sin
aatii nazar nahii ko.ii amn-o-amaa.n kii raah
ab yaa.n se kuuch ho to adam me.n mile panaah
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
naazir-e-gul paasbaan-e-ra.ng-o-buu gulshan-panaah
naaz-parvar lahlahaatii khetiyo.n kaa baadshaah
Josh Malihabadi
Nazm
hinDola
vo be-panaah zakii-ul-hisii vo hilm o Guruur
kabhii kabhii vo bhare ghar me.n hiss-e-tanhaa.ii
Firaq Gorakhpuri
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
sach kaho kyaa haafize me.n hai vo zulm-e-be-panaah
aaj tak ragoon me.n ik qabr hai jis kii gavaah
Josh Malihabadi
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
har ek ko kahii.n na kahii.n panaah mil ga.ii
chii.ntiyo.n ko jaa-e-namaaz ke niiche
Sarvat Husain
Nazm
parchhaiyan
ye dhaj na de jo ajantaa kii san.ato.n ko panaah
ye siina pa.D hii ga.ii dev lok kii bhii nigaah
Firaq Gorakhpuri
Nazm
guman ka mumkin- jo tu hai main hun
jahaa.n KHudaa ke nishaan-e-paa ne panaah lii hai
jahaa.n KHudaa kii za.iif aa.nkhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
nashat-e-umid
merii sipar aur mire dil kii panaah
dard-o-musiibat me.n mirii takiya-gaah