SEARCH RESULTS
Showing search results for "payaam-e-tajassus"
Nazm MATCHES FOR "payaam-e-tajassus"
Nazm
Tipu ki aawaz
maaraa hu.aa huu.n go KHalish-e-intizaar kaa
mushtaaq aaj bhii huu.n payaam-e-bahaar kaa
Aale Ahmad Suroor
Nazm
irfan
ek hangaama-e-‘irfaan-o-tajassus ke baGair
ziist be-kaar yaqii.n KHaam namaaze.n be-suud
Afsar Seemabi Ahmad Nagari
Nazm
chakbast
jis ko na gavaaraa hu.aa kuchh apnaa taKHallus
ba.Dhtaa hii rahaa hamhama-e-zauq-e-tajassus
Fatima wasia Jayasi
Nazm
Khaali lamhon ki nazm
ik iztiraab-e-tajassus fasurdagii uljhan
KHayaal-o-KHvaab kii lazzat haqiiqato.n kii chubhan
Ali Abbas Ummeed
Nazm
gul-farosh
payaam-e-aamad-e-fasl-e-bahaar detii hai
junuu.n-nasiib dilo.n kii du.aa.e.n letii hai
Nazeer Mirza Barlas
Nazm
ye yaqin ye guman
KHayaal-o-fikr-o-tajassus kaa KHalfashaar liye
yaqii.n kaa josh liye vahm-e-sho.ala-baar liye
Daud Ghazi
Nazm
nala sarmaya-e-yak-alam
kin hijaabaat me.n ruu-posh hai ai sub.h-e-jamaal
ek choT ek KHalish zauq-e-tajassus kaa ma.aal
Mahmood Ayaz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
ye jo mire charaaG kii zau duur duur hai
sarkaar hii kii mauj-e-tabassum kaa nuur hai
Josh Malihabadi
Nazm
imbisat-e-azli
aur
ahd-e-hajar ke apne buzurgo.n ke fitrii KHauf-o-tajassus se bhare hu.e
Ambar Bahraichi
Nazm
jang
barbat-navaaz bazm-e-uluu idhar to aa
daavat-dah-e-payaam-e-ubuudii idhar to aa
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hum log
Gaayat-e-suud-o-ziyaa.n suurat-e-aaGaaz-o-ma.aal
vahii be-suud-e-tajassus vahii bekaar savaal
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
qadam mila ke chalo
ba.Dho buland iraado.n kii raushnii le kar
payaam-e-amn-o-amaa.n sulh-o-aashtii le kar
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
sar-e-tur
pii ke naakaamiyo.n kii sharaab-e-kuhan
apnaa zauq-e-tajassus javaa.n hai abhii
Ali Sardar Jafri
Nazm
lal-bahadur-shastari
payaam-e-amn diyaa jaarhaan-e-aalam ko
gayaa sa.nvaar ke duniyaa kii zindagii kaa chalan
Arsh Malsiyani
Nazm
mohabbat
mohabbat KHudaa kii haqiiqat kaa nuur
mohabbat kisii kaa payaam-e-zuhuur