SEARCH RESULTS
Showing search results for "phuppii"
Nazm MATCHES FOR "phuppii"
Nazm
tin aawazen
raat chhaa.ii to har ik dard ke dhaare chhuuTe
sub.h phuuTii to har ik zaKHm ke Taa.nke TuuTe
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
roTiyan
jab aadmii ke peT me.n aatii hai.n roTiyaa.n
phuulii nahii.n badan me.n samaatii hai.n roTiyaa.n
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hinDola
kisii kaa jhaa.nknaa aahista phuuTtii pau se
vo dopahar kaa samay darja-e-tapish kaa cha.Dhaav
Firaq Gorakhpuri
Nazm
raushniyan
kitnii aa.nchal se phuuTtii kirne.n
mere pahluu me.n rasmasaatii hai.n
Jan Nisar Akhtar
Nazm
chadar aur chaar-diwari
siyaah chaadar se apne hujre kii be-kafan laash Dhaa.np diijiye
ki us se phuuTii hai jo ufuunat
Fahmida Riaz
Nazm
taj-mahal
is KHaak se phuuTii hai zuleKHaa kii javaanii
yaa chaah se niklaa hai ko.ii yuusuf-e-saanii
Mahshar Badayuni
Nazm
nahin mera aanchal maila hai
ga.e dino.n kii ko.ii gha.Dii
pachhtaavaa ban ke nahii.n phuuTii
Parveen Shakir
Nazm
ishq aur maut
kahii.n shaaKH-e-hastii ko lagte the patte
kahii.n zindagii kii kalii phuuTtii thii
Allama Iqbal
Nazm
lao hath apna lao zara
phuuTtii hai mire jism se raushnii
sab muqaddas kitaabe.n jo naazil hu.ii.n
Fahmida Riaz
Nazm
eid us pari-wash ki
phuuTii lab-e-naazuk se vo ik shoKH sii laalii
tho.Dii sii shafaq aariz-e-taabaa.n ne churaa lii
Abdul Ahad Saaz
Nazm
ehsas-e-kaamran
ufuq-e-ruus se phuuTii hai na.ii sub.h kii zau
shab kaa taariik jigar chaak hu.aa jaataa hai