SEARCH RESULTS
Showing search results for "piyuutaa"
Nazm MATCHES FOR "piyuutaa"
Nazm
daraKHt-e-zard
piyaa pe ye gudaazish ye gumaa.n aur ye gile kaise
sila-sozii to meraa fan hai phir is ke sile kaise
Jaun Eliya
Nazm
shikast-e-tauba
piitaa baGair izn ye kab thii mirii majaal
dar-parda chashm-e-yaar kii shah paa ke pii gayaa
Jigar Moradabadi
Nazm
muflisi
paisaa kahaa.n jo jaa ke vo laave jahez mol
joruu kaa vo galaa ki phuuTaa ho jaise Dhol
Nazeer Akbarabadi
Nazm
yaad
mai.n tishna-kaam-e-shauq thaa piitaa chalaa gayaa
vo mast a.nkh.Diyo.n se pilaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
hinDola
vo ho.nkte hu.e be-naam aag ke tuufaa.n
vo phuuTtaa hu.aa jvaalaa-mukhii javaanii kaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ban-bas
ek ik zahr ko ha.ns ha.ns ke piyaa hai mai.n ne
ek ik zaKHm ko chun chun ke uThaa laayaa huu.n
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
wirsa
ilm suulii pe cha.Dhaa tab kahii.n taKHmiina banaa
zahr sadiyo.n ne piyaa tab kahii.n naushiina banaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
kali diwar
naa turbat naa katba ko.ii naa haDDii naa maas
phir bhii paagal nainaa.n ko thii piyaa milan kii aas
Ahmad Faraz
Nazm
munajat-e-bewa
ghar barkhaa aur piyaa bidesii
aa.iyo barkhaa kahii.n na aisii
Altaf Hussain Hali
Nazm
irani talaba ke nam
jis miiThe nuur aur ka.Dvii aag
se zulm kii andhii raat me.n phuuTaa