SEARCH RESULTS
Showing search results for "pumba-e-miinaa"
Nazm MATCHES FOR "pumba-e-miinaa"
Nazm
tanhai
gul karo sham.e.n ba.Dhaa do mai o miinaa o ayaaG
apne be-KHvaab kivaa.Do.n ko muqaffal kar lo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sajjad-zahir ke nam
bisaat-e-baada-o-miinaa uThaa lo
ba.Dhaa do sham-e-mahfil bazm vaalo
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
trahdar kahan se laun
KHuub vaaqif huu.n hadiis-e-mai-o-miinaa se magar
aalam-e-hashr me.n dildaar kahaa.n se laa.uu.n
Bebak Bhojpuri
Nazm
KHayal-e-KHatir
terii duniyaa hai suruur-e-mai-o-miinaa kaa husuul
mujh ko har gaam pe apnaa hii lahuu piinaa hai
Sadiq Naqvi
Nazm
jawab-e-shikwa
KHud-gudaazii nam-e-kaifiyat-e-sahbaa-yash buud
KHaalii-az-KHesh shudan suurat-e-miinaa-yash buud
Allama Iqbal
Nazm
kulliyat-e-gham-e-jahan
phir to har roz saaGar-o-miinaa
ham nazar aa.e.nge sharaabii se
Mumtaz Iqbal
Nazm
tel ke saudagar
tumhaare gharo.n me.n
vo daavat kii shab jaam-o-miinaa lu.Dhaa.e.nge
Noon Meem Rashid
Nazm
lenin
chehro.n pe jo surKHii nazar aatii hai sar-e-shaam
yaa Gaaza hai yaa saaGar o miinaa kii karaamaat
Allama Iqbal
Nazm
jashn
muntaqil ho gayaa muskuraate hu.e
jaam-o-miinaa me.n saaqii bhii mai kii jagah
Misdaque Azmi
Nazm
sal-e-nau
har har nigaah saaGar-o-miinaa uThaa.egii
zulf-e-hayaat shauq se parcham u.Daa.egii
Anjum Azmi
Nazm
KHabar wahshat-asar thi
lahuu saare badan kaa khi.nch ke aa.nkho.n ke shikasta jaam-o-miinaa se
Tapaknaa chaahtaa thaa
Tahseen Firaqi
Nazm
jamal
nazar se kuchle hu.e motiyo.n kii jhalkaare.n
labo.n pe rang jo miltaa hai jaam-o-miinaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
jamal
nazar me.n kuchle hu.e motiyo.n kii jhalkaare.n
labo.n pe rang jo miltaa hai jaam-o-miinaa me.n
Masud Husain Khan
Nazm
kashmakash
phir kisii mo.D se sa.ngiit kii lai aatii hai
raqs karte hai.n kahii.n saaGar-o-miinaa jaise
Zareena Sani
Nazm
hasan kuza-gar (4)
dard-e-risaalat kaa roz-e-bashaarat tire jaam o miinaa
kii tishna-labii tak pahu.nchne lagaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
hawa ruki hai to raqs-e-sharar bhi KHatm hua
ki jaise ro.e ho.n shab-bhar ye saaGar-o-miinaa
ka.ii dino.n se ha.nsii hii nahii.n hai collage-girl
Tariq Qamar
Nazm
nazm
jaam-o-miinaa me.n bahakte hu.e iimaan ko dekh
bhuuk-o-iflaas se marte hu.e insaan ko dekh