SEARCH RESULTS
Showing search results for "rabaab"
Nazm MATCHES FOR "rabaab"
Nazm
masjid-e-qurtuba
saaqi-e-rabaab-e-zauq faaras-e-maidaan-e-shauq
baada hai us kaa rahiiq teG hai us kii asiil
Allama Iqbal
Nazm
aalam kitne
kitne siino.n me.n shikasta hai.n abhii dil ke rabaab
lab-e-KHaamosh pe hai.n naGma-e-maatam kitne
Jan Nisar Akhtar
Nazm
mukafat
ulajh rahii hai.n navaa.e.n mere saruudo.n kii
fishaar-e-zabt se be-taab hai rabaab meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
shikast-e-zindan
rabaab chhe.D Gazal-KHvaa.n ho raqs-farmaa ho
ki jashn-e-nusrat-e-mehnat hai jashn-e-nusrat-e-fan
Sahir Ludhianvi
Nazm
mazdur aurten
tuu aur shuGl-e-raamish-o-raqs-o-rabaab-o-ra.ng
kyaa tere saaz me.n bhii dahaktii hai ko.ii aag
Jan Nisar Akhtar
Nazm
guru-nanak dev ji
kuchh aise rang se chhe.Daa rabaab-e-mastaana
ki jhuumne lagaa ruuhaaniyat kaa mai-KHaana
Darshan Singh
Nazm
holi
hu.aa jo aa ke nishaa.n aashkaar holii kaa
bajaa rabaab se mil kar sitaar holii kaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
holi
aaj piitam aa.e.nge aa.egaa mere ghar me.n nuur
chhi.D rahii hai raagnii man kii rabaab-o-cha.ng se
Maikash Akbarabadi
Nazm
musafir-e-shab
havaa.o.n me.n bhare hai.n naGma-e-shab
hai raahat-zaa rabaab-e-zaKHm-e-shab
Raabia Pinhan
Nazm
aaj ki raat
guu.njne lagtii hai.n paazeb kii jhankaare.n sii
haath me.n vaqt ke hotaa hai masarrat kaa rabaab
Sabir Dutt
Nazm
mera KHwab thin jo mohabbaten
mirii aarzuu.o.n ke devtaa
mai.n ajiib thii mai.n ajab rahii
Fauziya rabab
Nazm
hindostan
ik sisaktaa saa.ns ik TuuTaa hu.aa taar-e-rabaab
jaise gahrii fikr me.n pichhle pahar kaa maahtaab
Maikash Akbarabadi
Nazm
hum log
vo giit jis se bahaaro.n kii ruuh jaag uThe
rabaab-e-ziist ke taaro.n pe gaa.e.nge ham log