SEARCH RESULTS
Showing search results for "rabaab"
Ghazal MATCHES FOR "rabaab"
Ghazal
jaa.n kyuu.n nikalne lagtii hai tan se dam-e-samaa
gar vo sadaa samaa.ii hai cha.ng o rabaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
vo baat kitnii bhalii hai jo aap karte hai.n
suno to siine kii dha.Dkan rabaab ho jaa.e
Dushyant Kumar
Ghazal
hamaare lams ne sab taar kas diye us ke
vo jhanjhanaane ko bekal rabaab ya.anii tuu
Mehshar Afridi
Ghazal
na mai na sher na saaqii na shor-e-cha.ng-o-rabaab
sukuut-e-koh o lab-e-juu va laala-e-KHud-ruu
Allama Iqbal
Ghazal
jahaan-e-saut-o-sadaa me.n samaa nahii.n saktii
latiifa-e-azalii hai fuGaan-e-cha.ng-o-rabaab
Allama Iqbal
Ghazal
tum to kahte the rabaab ab mai.n tirii maanuu.ngaa
phir bhii tum der se ghar jaate ho had karte ho
Fauziya rabab
Ghazal
mai.n 'rabaab' is se ziyaada tujhe ab kyaa detii
zindagii mai.n ne tire naam pe vaarii paagal
Fauziya rabab
Ghazal
rabaab-e-isq na mizraab-e-husn kuchh bhii nahii.n
vo naGma-haa-e-tamannaa na vo sadaa.e.n rahii.n
Bismil Saeedi
Ghazal
hariim-e-ishq ke pardo.n se lau nikaltii hai
ye soz-o-saaz hai kis naGma-e-rabaab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kaun 'rabaab' sune ab logo.n kii baato.n ko
chho.De.n jo bhii log sunaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
ajiib haal hai yaaro.n kii be-hisii kaa 'zafar'
sukuut-e-marg kaa aalam rabaab-o-chang kii baat
Zafar Naseemi
Ghazal
Urfi Aafaqi
Ghazal
phe.nk kar sub.ha o sajjaada o dastaar o kulaah
ba rabaab o daf o tambuura o paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
rabaab-e-amn-o-sukuu.n ke hasiin taaro.n me.n
shikast-e-dil ke taraane talaash karte hai.n
Shakeel Badayuni
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
aaj 'rabaab' ke lab par chiiKHii KHaamoshii
KHaamoshii ne tujh ko sadaa dii shahzaade
Fauziya rabab
Ghazal
mai.n bolii zindagii par dukh ke saa.e hai.n
vo bolaa tum 'rabaab' ab har KHushii merii
Fauziya rabab
Ghazal
phail ga.ii har gaam 'rabaab' mohabbat yuu.n
mii raqsam mii raqsam raqsam mii raqsam