SEARCH RESULTS
Showing search results for "rah-rav-e-manzil-e-maqtal"
Nazm MATCHES FOR "rah-rav-e-manzil-e-maqtal"
Nazm
shikwa
vaadii-e-najd me.n vo shor-e-salaasil na rahaa
qais diivaana-e-nazzaara-e-mahmil na rahaa
Allama Iqbal
Nazm
fasil-e-shab
daaman-e-dil pe Gubaar-e-rah-e-manzil hai abhii
paa-e-afkaar me.n deriina salaasil hai abhii
Qaisarul Jafri
Nazm
id
har qadam par rah-rav-e-ulfat ko manzil ke liye
shauq honaa chaahiye ummiid honii chaahiye
Maikash Akbarabadi
Nazm
eid
har qadam par rah-rav-e-ulfat ko manzil ke liye
shauq honaa chaahiye ummiid honii chaahiye
Maikash Hyderabadi
Nazm
mazdur
shorish-e-dard se din-raat sisaktaa mazduur
justujuu-e-rah-e-manzil me.n bhaTaktaa mazduur
Jameel Azimabadi
Nazm
mann-o-salwa
magar raah-o-rasm-e-manzil se be-KHabar hai.n
gharo.n ko viiraan kar ke
Noon Meem Rashid
Nazm
mubarak wo saat
mai.n bhaTkaa hu.aa ik musaafir
rah-o-rasm-e-manzil se naa-aashnaa.ii pe naazaa.n
Shakeb Jalali
Nazm
manzar
rah-guzar, saa.e, shajar, manzil-o-dar, halqa-e-baam
baam par siina-e-mahtaab khulaa, aahista
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
KHun ke phul
vafaa baGair lahuu surKH-ruu nahii.n hotii
ye raah manzil-e-daar-o-rasan se miltii hai
Qaisarul Jafri
Nazm
nuqush
kaun barso.n kii bujhii raakh kurede ai dost
gaa.nv se duur kisii ajnabii rah-rav kii tarah
Prem Warbartani
Nazm
ham-safar aisa mile jo ham-nawa bhi ho mera
yuu.n qadam baaham uThe.n
jaise rah-e-manzil kii samt
Sabeela Inam Siddiqui
Nazm
karwan-e-hayat
jo muntazir the vo so ga.e hai.n
vo raah-e-manzil ko kho ga.e hai.n
Jameel Azimabadi
Nazm
KHurshid-e-mahshar ki lau
dasht kitne abhii raah-e-manzil me.n hai.n
tiir kitne abhii dast-e-qaatil me.n hai.n