SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruKH-e-munavvar"
Nazm MATCHES FOR "ruKH-e-munavvar"
Nazm
chand aur suraj
daaman ghaTaa kaa KHud chaak karke
dekho vo niklaa maah-e-munavvar
Ali Manzoor Hyderabadi
Nazm
meri main jashn-e-shab-e-munawwar
ki ik junuu.n saa hai mujh pe taarii
manaazir-e-koh-o-kunj jashn-e-shab-e-munavvar manaa rahe hai.n
Abdul Aziz Fitrat
Nazm
ganga ke kinare
baiThii thii abhii laila-e-shab zulf banaa.e
thaa mehr-e-munavvar abhii chehre ko chhupaa.e
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
moti
vo gosh-e-aarzuu kaa aaveza-e-mutahhar
siina pe aabruu ke vo haikal-e-munavvar
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
eajaz-e-tasawwur
bha.Dke ik aah kahaa chaa.nd ne yuu.n zohra se
ai nigaar-e-ruKH-e-zebaa-e-bahaar-e-aflaak
Tasadduq Husain Khalid
Nazm
gurunanak
ai rahbar-e-manzil tirii raftaar ke sadqe
ai mehr-e-munavvar tire anvaar ke sadqe
Arsh Malsiyani
Nazm
ye yaqin ye guman
vahaa.n na hai ko.ii zulmat na ko.ii maayuusii
har ek zarra vahaa.n raushan-o-munavvar hai
Daud Ghazi
Nazm
shikwa
aa.e ushshaaq ga.e vaada-e-fardaa le kar
ab unhe.n Dhuu.nD charaaG-e-ruKH-e-zebaa le kar
Allama Iqbal
Nazm
manzar ko kya karun
jis kii jhalak pe laakh sitaaro.n ko rashk thaa
vo lau nahii.n to mehr-e-munavvar ko kyaa karuu.n
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
ahd-e-mohabbat
zohd-o-taqvaa ke fusuu.n-saaz parastaaro.n ne
aur aKHlaaq-o-muravvat ke riyaa-kaaro.n ne
Siddique Kaleem
Nazm
maqsud-e-ulfat
terii ulfat ke hai qaabil ruKH-e-zebaa-e-bahaar
jis ke anmol javaahar kaa nahii.n ko.ii shumaar
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
kahan hai aa ja
roz-o-shab muntazir-e-diid-e-ruKH-e-yaar huu.n mai.n
dil hai vaqf-e-Gam-e-aalaam kahaa.n hai aa jaa
Shakeel Badayuni
Nazm
yaad-e-mazi
vo ha.ns ha.ns ke bijlii giraanaa kisii kaa
jamaal-e-munavvar dikhaanaa kisii kaa
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Nazm
main wo patthar
yuu.n ruKH-e-e'tibaar bhii TuuTaa
maz.hab-e-iKHtiyaar bhii chhuuTaa