SEARCH RESULTS
Showing search results for "ruuh-e-ravaa.n"
Nazm MATCHES FOR "ruuh-e-ravaa.n"
Nazm
watan
ai vatan paak vatan ruuh-e-ravaan-e-ahraar
ai ki zarro.n me.n tire bu-e-chaman ra.ng-e-bahaar
Josh Malihabadi
Nazm
aaftab
vo aaftaab jis se zamaane me.n nuur hai
dil hai KHirad hai ruuh-e-ravaa.n hai shu.uur hai
Allama Iqbal
Nazm
basti ki laDkiyon ke nam
chal ai nasiim-e-sahraa ruuh-o-ravaan-e-sahraa
meraa payaam le jaa suu-e-butaan-e-sahraa
Akhtar Shirani
Nazm
ijazat ho to tumko pyar kar lun
bas ai ruuh-e-ravaan-e-shauq-e-'afzal'
ijaazat ho to tum ko pyaar kar luu.n
Afzal Peshawari
Nazm
mahatma-gandhi
vo rashk-e-sham-e-hidaayaat hai anjuman ke liye
vo misl-e-ruuh-e-ravaa.n unsur-e-badan ke liye
Bismil Allahabadi
Nazm
bhagwan-kirshn
merii duniyaa sa.nvaar dii us ne
merii ruuh-e-ravaa.n hai meraa kirshn
Charkh Chinioti
Nazm
chahaton ka jahan hai urdu
'Gaalib'-o-'miir' is ke shaidaa the
jin kii ruuh-e-ravaan hai urdu
Krishna Mohan
Nazm
mohabbat ke is be-karan safar mein
saarii ibaadat parastish kii hai tuu ruuh-e-ravaa.n
ai aurat aisaa teraa raushan kirdaar hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
urdu
jab tak jiye.nge KHidmat urdu kii ham kare.nge
urdu hai zindagii kii ruuh-o-ravaa.n hamaarii
Nishtar Jalandhari
Nazm
zindagi
mai.n nuuh kii dam-saaz huu.n
yuusuf ne merii chaah kii iisaa kii huu.n ruuh-e-ravaa.n
Mahshar Badayuni
Nazm
gandhi ji
sadaaqato.n ke parastaar jhuuT ke dushman
nizaam-e-amn ke ruuh-e-ravaa.n the gaa.ndhii jii
Kaif Ahmed Siddiqui
Nazm
swadeshi tahrik
tamaam dahr kii ruuh-e-ravaa.n hai ye tahriik
shariik husn-e-amal jaa-ba-jaa sudeshii hai
Tilok Chand Mahroom
Nazm
nur-jahan ka mazar
rahne ke liye diida o dil jin ke makaa.n the
jo paikar-e-hastii ke liye ruuh-e-ravaa.n the
Tilok Chand Mahroom
Nazm
leo tolstoy
aur daur-e-haal ke haalaat ke hai.n tarjumaa.n
balki kah sakte hai.n in ko qaum ke ruuh-e-ravaa.n