SEARCH RESULTS
Showing search results for "sam"
Nazm MATCHES FOR "sam"
Nazm
jugnu
fazaa-e-shaam me.n Dore se pa.Dte jaate hai.n
jidhar nigaah kare.n kuchh dhu.aa.n saa uThtaa hai
Firaq Gorakhpuri
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
mujhe sochne de
zindagii talKH sahii zahr sahii sam hii sahii
dard o aazaar sahii jabr sahii Gam hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
nashat-e-umid
tuu ne na chho.Daa kabhii Gurbat me.n saath
tuu ne uThaayaa na kabhii sar se haath
Altaf Hussain Hali
Nazm
hazar karo mere tan se
hazar karo mire tan se ye sam kaa dariyaa hai
hazar karo ki miraa tan vo chob-e-sahraa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
shua-e-farda
nuur-afshaa.n chalii aatii hai uruus-e-fardaa
haal taariik-o-sam-afshaa.n sahii lekin jii le
Sahir Ludhianvi
Nazm
aurat
zulmat-e-shaam-e-avadh sub.h-e-banaras kaa nikhaar
aagre ke taaj kii azmat himaala kaa vaqaar
Shaad Aarfi
Nazm
mujhe kahna hai
nahii.n mai.n yuu.n nahii.n kahtaa
ki ye duniyaa jahannam aur ham sab is kaa ii.ndhan hai.n
Bashar Nawaz
Nazm
wo harf-e-tanha
hame.n mu.arraa ke KHvaab de do
(ki sab ko baKHshe.n ba-qadr-e-zauq-e-nigah tabassum)
Noon Meem Rashid
Nazm
jarub-kash
aasmaano.n ke tale sabz-o-KHunuk gosho.n me.n
ko.ii hogaa jise ik saa.at-e-raahat mil jaa.e
Majeed Amjad
Nazm
pyara watan hamara
ruu-e-zamii.n pe jin kaa paidaa hu.aa na ham-sar
hindostaa.n vahii hai pyaaraa vatan hamaaraa
Lala Anoop Chand Aaftab Panipati
Nazm
qila-e-akbarabad
us ahd kaa baaqii ko.ii saamaa.n hai na asbaab
favvaare shikasta hai.n to sab hauz hai.n be-aab
Ismail Merathi
Nazm
raat
daad KHvaah ban.naa bhii fe.al-e-be-faziilat hai
daad samm-e-qaatil hai marnaa kis ko bhaataa hai
Daud Ghazi
Nazm
darida qaba
jaam-e-sam zehn-e-baaliG kii taqdiir kaise banaa
kyo.n ye pahra lagaa soch par