SEARCH RESULTS
Showing search results for "samay"
Nazm MATCHES FOR "samay"
Nazm
o des se aane wale bata
barkhaa ke samay lahraate hai.n
kyaa ab bhii kanaar-e-dariyaa par
Akhtar Shirani
Nazm
tum bilkul hum jaise nikle
ham to hai.n pahle se vahaa.n par
tum bhii samay nikaalte rahnaa
Fahmida Riaz
Nazm
hinDola
kisii samay me.n dhanush-baan ko sambhaalaa thaa
isii dayaar ne dekhii hai 'krishn' kii liilaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
munajat-e-bewa
kaal me.n hai jab aas samay.n kii
sahal hai maujo.n se chhuTkaaraa
Altaf Hussain Hali
Nazm
siddhaarth ki ek raat
phir yakaa-yak ye hu.aa
saarthii, rok nahii.n paayaa thaa, mu.nh-zor samay kii Taape.n
Gulzar
Nazm
diwali
daropdii se durghaTnaa duur kar ke chho.De.nge
ai samay ke duryodhan chuur kar ke chho.De.nge
Nazeer Banarasi
Nazm
udasi
vo shaKHs jis ke saath samay KHush-gavaar thaa
vo shaKHs jaane kitne dilo.n kaa qaraar thaa
Ashu Mishra
Nazm
aisi manaen holi
har taraf bahne lage amn-o-sukuu.n kaa dariyaa
kaash aa jaa.e buzurgo.n kaa samay guzraa hu.aa
kanval Dibaivi
Nazm
pyari man
vaa.n pe raat utartii hai
kyaa qabr kii tanhaa.ii me.n leTaa vaqt samay kuchh kahtaa hai
Najma Saqib
Nazm
silsile sawalon ke
hazaaro.n sadiyaa.n guzar chukii hai.n
kisii samay me.n vo thii satvantii