SEARCH RESULTS
Showing search results for "shaad"
Nazm MATCHES FOR "shaad"
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hasan kuza-gar(3)
tairte rahe the ek shaad-kaam KHauf se
ki jaise paanii aa.nsu.o.n me.n tairtaa rahe
Noon Meem Rashid
Nazm
ramayan ka ek scene
sadma ye shaaq 'aalam-e-piirii me.n hai zaruur
lekin na dil se kiijiye sabr-o-qaraar duur
Chakbast Braj Narayan
Nazm
barsat ki bahaaren
ye rang sau maze kaa jo sub.h-o-shaam haigaa
ye aur kaa nahii.n hai teraa hii kaam haigaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
munajat-e-bewa
bhed tire hukmo.n me.n hai.n kyaa kyaa
ek ko tuu ne shaad kiyaa hai
Altaf Hussain Hali
Nazm
salam
zainab kii be-ridaa.ii ne sar meraa Dhak diyaa
aaGaaz-e-sub.h-e-nau hu.ii vo shaam shaam kii
Parveen Shakir
Nazm
kashmakash
sochte sochte phir mujh ko KHayaal aataa hai
vo mire ra.nj-o-masaa.ib kaa mudaavaa to na thii
Naresh Kumar Shad
Nazm
bachpan
vo lamhe vo yaade.n sajaa kar ke yaaro
ye naashaad dil shaad karne lagaa huu.n
Nitin Nayab
Nazm
holi
bharte hai.n kahii.n mushk kahii.n rang kaa ga.Dvaa
kyaa shaad vo hotaa hai jise kahte hai.n bha.Dvaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek aam si laDki
guzishta shab ko vahii ek aam sii la.Dkii
KHud apne ghar ke mulaazim ke saath bhaag ga.ii
Naresh Kumar Shad
Nazm
KHushamad
bhaa.ii farzand bhii KHush baap chachaa raazii hai
shaad masruur Ganii shaah o gadaa raazii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
gunah
KHurram-o-shaad sar-e-raah use jaate hu.e
saalhaa-saal se masduud thaa yaaraana meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
id
ham iid ke bhii din rahe ummiid-vaar aah
ho jii me.n apne iid kii farhat se shaad-kaam