SEARCH RESULTS
Showing search results for "shab-e-vasl-e-do-aalam"
Nazm MATCHES FOR "shab-e-vasl-e-do-aalam"
Nazm
shikwa
shab-e-vasl kyo.n hai.n rulaane kii baate.n
karo kuchh to ha.nsne ha.nsaane kii baate.n
Vafa Barahi
Nazm
wo bagh mein mera muntazir tha
zulf-e-shab-e-vasl khul rahii thii
KHushbuu saa.nso.n me.n ghul rahii thii
Parveen Shakir
Nazm
muskuraati hui faza ho tum
yaa shab-e-vasl kii sadaa ho tum
aasmaa.n hai yaa tumhaaraa aa.nchal
Hariom
Nazm
ustad hamare
asraar-e-do-aalam se ye pardo.n ko uThaa.e.n
so.ii hu.ii qaumo.n me.n ye himmat ko jagaa.e.n
Mohammad Asadullah
Nazm
jamuna
aah o ra.ngii.n-adaa o dillii vaalii naaznii.n
o do-aalam ke hasiino.n se niraalii naaznii.n
Suroor Jahanabadi
Nazm
eid ki KHaridari
KHudaavand-e-do-aalam se vo ye bevpaar karte hai.n
jo rakkhaa hii nahii.n roza use iftaar karte hai.n
Syed Mohammad Jafri
Nazm
hindostan
ye kah ke kis ne qalb-e-do-aalam hilaa diyaa
shaitaa.n laraz uThaa to malak muskuraa diyaa
Shatir Hakeemi
Nazm
aazar
ek saaya miT gayaa husn-e-do-aalam kho gayaa
aaj vo saaya bhii kis andaaz se raqsaa.n hu.aa
Anjum Azmi
Nazm
jawab-e-shikwa
mai.n ne maanaa ki vo pahlii sii javaanii na rahii
har shab-e-vasl na.ii ko.ii kahaanii na rahii
Nashtar Amrohvi
Nazm
bachchon ki dua
haq kaa daaman na chhuTe jhuuT se mai.n duur rahuu.n
mujh ko sarkaar-e-do-aalam kii itaa.at de de
Saeed Ahmad Saeed Kadwi
Nazm
maut ka git
mor-e-be-jaa.n se sulaiman bahut khel chukaa
vaqt hai aa.o do-aalam ko digar-guu.n kar de.n
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
nuqush-e-fikr-o-‘amal
KHallaaq-e-do-'aalam kaa kiyaa zikr-o-tasavvur
kyaa KHuub 'ilaaj-e-Gam-e-jaa.n ham ne kiyaa hai