SEARCH RESULTS
Showing search results for "sham.a-e-khaakistar"
Nazm MATCHES FOR "sham.a-e-khaakistar"
Nazm
ye kaun aaya
KHaakistar-e-dil ko hai phir shola-ba-jaa.n honaa
hairat kaa jahaa.n honaa hasrat kaa nishaa.n honaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra kaf-e-KHaakistar kaa
sharar-e-jasta ke maanind kabhii
Noon Meem Rashid
Nazm
tham gai tal anfas ki
dam-ba-KHud saare sur rah ga.e
jhilmilaane lagii sham.a-e-lutf-o-suruur
Abdul Wahab Sukhan
Nazm
fasana-e-adam
kabhii jalaa.ii a.ndhere me.n sham.a-e-ilm-o-amal
kabhii bujhaa dii hidaayat kii raushnii mai.n ne
Jameel Mazhari
Nazm
irada
mai.n huu.n naadaar to naadaar kii Gam-KHvaar na ban
ek sham.a-e-tah-e-daaman kii talabgaar na ban
Jauhar Nizami
Nazm
urdu
zau-fishaa.n tuu rahe ai sham.a-e-zabaan-e-urdu
teraa har zarra chamak kar mah-e-kaamil ho jaa.e
Sareer Kabiri
Nazm
shaer ki tamanna
kisii ke kalba-e-ahzaa.n me.n sham-e-muzmahil ban kar
kisii biimaar muflis ke sirhaane ro rahaa hotaa
Jameel Mazhari
Nazm
hum ek hain
hai apnaa yaqii.n desh ke diivaane sabhii hai.n
is sham.a-e-ziyaa-baar ke parvaane sabhii hai.n
Shahid Sagri
Nazm
jaliyan-wala bagh
tere chhalnii dil ke zaKHmo.n kii jalan
misl-e-sham.a-e-hurriyat hai zau-fagan
Ram Lal Varma Hindi
Nazm
amar jot
bujhaa saktii nahii.n hai ko.ii aa.ndhii
yu.nhii raushan rahegii sham.a-e-gaa.ndhii
Zakiya Sultana Nayar
Nazm
jo hum pe guzri
sham.a-e-be-nuur yaqii.n taa-ba-sahar jaltii hai
ziist sharminda-e-saahab-nazaraa.n aaj bhii hai
Muslim Shameem
Nazm
ganga ke kinare
aa hind kii shaam-e-hasrat par
ik sham.a-e-dard jalaa.e.n ham
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
jashn-e-dipawali
tiirgii ban ga.ii aaj ik daastaa.n
sham.a-e-iKHlaas har samt hai zau-fishaa.n
Dr. Rahi
Nazm
urdu ke nam
be-adab bazm me.n shaa.ista bayaanii kar ke
sham.a-e-tahziib jalaanaa ho mai.n urdu boluu.n