SEARCH RESULTS
Showing search results for "sharm-e-iizaa"
Nazm MATCHES FOR "sharm-e-iizaa"
Nazm
urdu ka janaza hai zara dhum se nikle
hai shaamil-e-arbaab-e-azaa shaah-e-jahaa.n bhii
miTne ko hai aslaaf kii 'azmat kaa nishaa.n bhii
Rais Amrohvi
Nazm
guftani-o-na-guftani
har roz kar rahe hai.n sharaarat na.ii na.ii
vo log jin se sharm-e-rasuul-e-KHudaa ga.ii
Shorish kashmiri
Nazm
aurat
tuu jahaa.n me.n vafaa kii devii hai
sharm-o-KHalq-o-hayaa kii devii hai
Naseem Fatima Nazar lakhnavi
Nazm
tamiri taKHrib
paikar-e-sharm-o-hayaa sharm-o-hayaa se duur hai
siina-e-aKHlaaq me.n ristaa hu.aa naasuur hai
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
adab ke nam pe
jadiidiyat ke taqaaze nibhaa diye lekin
qabaa-e-sharm-o-hayaa taar-taar kar Daalii
Tazeen Raaz
Nazm
nashat-e-umid
talKH ko tuu chaahe to shiirii.n kare
bazm-e-azaa ko tarab-aagii.n kare
Altaf Hussain Hali
Nazm
aurat
ain-fitrat ke mutaabiq shakl kii ik iKHtiyaar
aa.ii a.azaa me.n gudaazii aur garmii jism me.n
Shaad Aarfi
Nazm
ek rah-guzar par
vo aa.nkh jis ke banaav pa KHaaliq itraa.e
zabaan-e-sher ko taariif karte sharm aa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jab barish barasti hai
unhe.n mai.n chuum letaa huu.n
mirii sharm-o-hayaa us dam ba.Dii bebaak hotii thii
Dua Ali
Nazm
tawaif
ai zan-e-naapaak fitrat-e-paikar-e-makr-o-riyaa
dushman-e-mehr-o-vafaa Gaarat-gar-e-sharm-o-hayaa
Mahirul Qadri
Nazm
muflisi
apne kii mehr Gair kii chaahat ghaTaatii hai
sharm-o-hayaa o izzat-o-hurmat ghaTaatii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
aKHtar shirani
husn ko KHud bhii nahii.n apnii adaa me.n jo nasiib
mil sake ab vo kise husn-e-adaa tere baa'd
Bismil Saeedi
Nazm
hindostan
kyaa unhii.n ke haath me.n hai terii qismat kii lagaam
sharm ai hindostaa.n afsos ai hindostaa.n