SEARCH RESULTS
Showing search results for "shigaaf"
Nazm MATCHES FOR "shigaaf"
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n auzaar us naqab-zan kaa
jo apne ghar kii hii chhat me.n shigaaf Daaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
payaade
qilo.n me.n shigaaf pa.D jaataa hai
vaziir agle mahaaz par la.Dte la.Dte
Mubashshir Ali Zaidi
Nazm
KHak aur dhund ka safar
ham ek muddat se sochte hai.n
ki aasmaa.n ke siyaah patthar me.n ab kiran kaa shigaaf utre
Sarmad Sahbai
Nazm
KHizan-nasibon pe bain karti hui hawaen
junuun-o-KHuu.n kii mahak se labrez ye fazaa.e.n
samaa.ato.n me.n shigaaf kartii hu.ii sadaa.e.n
Tariq Qamar
Nazm
zard-chameli
vahii sutuu.n jo thake thake se
maluul hai.n aur shigaaf-e-tanhaa.ii se surKH ii.nTe.n
Sufia Anjum Taj
Nazm
iKHtilaf
bayaaz-e-zindagii me.n amn kaa varaq hii saaf hai
ye aafiyat kaa qasr hai aur qasr me.n shigaaf hai