SEARCH RESULTS
Showing search results for "shokh"
Nazm MATCHES FOR "shokh"
Nazm
jawab-e-shikwa
Gaafil aadaab se sukkaan-e-zamii.n kaise hai.n
shoKH o gustaaKH ye pastii ke makii.n kaise hai.n
Allama Iqbal
Nazm
kisi ko udas dekh kar
ye ja.ng aur ye mere vatan ke shoKH javaa.n
KHariidii jaatii hai.n uThtii javaaniyaa.n jin kii
Sahir Ludhianvi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
ye ra.ngii.n reze hai.n shaayad
un shoKH bilorii.n sapno.n ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mauzu-e-suKHan
ye bhii hai.n aise ka.ii aur bhii mazmuu.n ho.nge
lekin us shoKH ke aahista se khulte hu.e ho.nT
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
tere KHushbu mein base KHat
tere ruumaal tire KHat tire chhalle bhii ga.e
terii tasviire.n tire shoKH lifaafe bhii ga.e
Rajendra Nath Rahbar
Nazm
teri aawaz
yaa zamiino.n kii mohabbat me.n ta.Dap kar naagaah
aasmaano.n se ko.ii shoKH sitaara TuuTe
Sahir Ludhianvi
Nazm
diwane ki jannat
shoKH aa.nkho.n me.n hijaabaat se inkaar liye
tez nabzo.n me.n mulaaqaat ke aasaar liye
Waseem Barelvi
Nazm
aaj ki raat
dekhnaa jazb-e-mohabbat kaa asar aaj kii raat
mere shaane pe hai us shoKH kaa sar aaj kii raat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
lucknow
har samt ik hujuum-e-nigaaraan-e-lucknow
aur mai.n ki ek shoKH-Gazal-KHvaan-e-lucknow
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek taswir-e-rang
din kii taz.iin-e-fasurda kaa asaasa le kar
shoKH raato.n kii masarrat kaa lahuu bechaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
raushniyan
kitnii paayal kii shoKH jhankaare.n
dil me.n chi.ngaariyaa.n u.Daatii hai.n