SEARCH RESULTS
Showing search results for "sinf"
Nazm MATCHES FOR "sinf"
Nazm
bint-e-hawwa
mere ausaaf ginaane ko ye kaaGaz kam hai.n
sinf-e-naazuk huu.n magar ruuh mirii rustam hai
Hina Rizvi
Nazm
KHatun-e-mashriq
un ke aage har nayaa maidaan hogaa jalva-gaah
aur tiraa stage hogaa sirf shauhar kii nigaah
Josh Malihabadi
Nazm
husn aur mazduri
aasmaa.n jaan-e-tarab ko vaqf-e-ra.njuurii kare
sinf-e-naazuk bhuuk se ta.ng aa ke mazduurii kare
Josh Malihabadi
Nazm
tawaif
jaantii hai apnii rusvaa.ii ko to vaj.h-e-numuud
sinf-e-naazuk kii khulii tauhiin hai teraa vajuud
Mahirul Qadri
Nazm
dastur sazi ki koshish
KHaaka-e-dastuur-e-qaumii ya.anii vo she.rii report
'amn'-saahab ne raqam kii thii ba-sinf-e-masnavii
Raza Naqvi Vahi
Nazm
mir-anis
marsiya-go.ii banii muqtadir ik sinf-e-suKHan
ya.anii is fan ko milaa aap se rutba kyaa kyaa
Nazish Partap Gadhi
Nazm
qasida kya hai
sinf hai ik puraanii qasiida miyaa.n
KHaas aur aam kii hai ye KHud tarjumaa.n
Hafiz Karnataki
Nazm
sinf-e-nazuk kaha gaya mujhko
ra.ngo.n se khulii dilkashii hai yahii
sinf-e-naazuk kii naazukii hai yahii
Syeda Sadaf Akbar
Nazm
apne bad-guman se
aaj ik biphrii hu.ii chiiKH hai fankaar kaa fan
aaj har sinf-e-lataafat me.n hai bevpaar kaa ruup
Shahab Sarmadi
Nazm
justuju ka ehtijaj
qataar-dar-qataar sinf-haa-e-KHalq dekhtii hu.ii
qazaa bhii Thahr kar nazar bachaa ke dekhne lagii
Abdullah Saqib
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
aur KHud bhii na yaad aa.uu.n tumhe.n
jaise tum sirf ik kahaanii thii.n
Jaun Eliya
Nazm
ai sharif insano
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
haasil-e-zindagii KHirad bhii hai