SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirf"
Nazm MATCHES FOR "sirf"
Nazm
daricha-ha-e-KHayal
jaise tum sirf ik kahaanii thii.n
jaise mai.n sirf ik fasaana thaa
Jaun Eliya
Nazm
ai sharif insano
jang ke aur bhii to maidaa.n hai.n
sirf maidaan-e-kisht-o-KHuu.n hii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
naya hukm-nama
Galat hai ye un kaa ha.ngaama karnaa
ye sab hai sirf vahshat kii alaamat
Javed Akhtar
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
marhum aur mahrum
yahaa.n pe merii pareshaanii sirf merii hai
vahaa.n ko.ii na ko.ii kaa.ndhaa to badaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Nazm
nazm
tirii talab kaa sabab sirf KHaalii-pan to nahii.n
ki tujh se raabta meraa zaruuratan to nahii.n
Balmohan panday
Nazm
izhaar
yuu.n to mujh se hu.ii.n sirf aab-o-havaa kii baate.n
apne TuuTe hu.e fiqro.n ko to parkhaa hotaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ek taswir-e-rang
dil kii taskii.n bhii hai aasaa.ish-e-hastii kii daliil
zindagii sirf zar-o-siim kaa paimaana nahii.n