SEARCH RESULTS
Showing search results for "sohbat-e-naa-jins"
Nazm MATCHES FOR "sohbat-e-naa-jins"
Nazm
ek shaera ki shadi par
ab gavaaraa hu.ii kyuu.n Gair kii sohbat tujh ko
kyuu.n pasand aa ga.ii naa-jins kii shirkat tujh ko
Akhtar Shirani
Nazm
zikr-e-arzu
sohbat-e-huur-o-malak ai 'ashk' KHush aa.e na kyo.n
milte-julte the farishto.n se KHisaal-e-'aarzuu'
Masoom Sharqi
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
chishtii ne jis zamii.n me.n paiGaam-e-haq sunaayaa
naanak ne jis chaman me.n vahdat kaa giit gaayaa
Allama Iqbal
Nazm
KHuda wo waqt na lae
ko.ii jabii.n na tire sa.ng-e-aastaa.n pe jhuke
ki jins-e-ijz-o-aqiidat se tujh ko shaad kare
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
zamii.n na.ii thii, falak naa-shanaas thaa jab ham
tirii galii se nikal kar suu-e-zamaana chale
Mustafa Zaidi
Nazm
kya hona mumkin hai
agar tum kisii din kuchh ban jaa.o
ya.anii tum ek harf ban jaa.o
Anwar Sen Roy
Nazm
eid milan ke mauqea par
merii daanist me.n ham-jins hai.n holii aur eid
dono.n hai.n lutf-o-masarrat ke liye roz-e-sa.iid
Rangeshwar Dayal Saxena Sufi
Nazm
ai ham-safaro kyun na yahin shahr basa len
ai ham-safaro kyuu.n na yahii.n shahr basaa le.n
apne hii usuul apnii hii aqdaar banaa le.n
Fakhr Zaman
Nazm
tanhai
KHaamushii gar tumhe.n marGuub hai tanhaa hii raho
zindagii shor se mansuub hai tanhaa hii raho