SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaviil"
Nazm MATCHES FOR "taaviil"
Nazm
marhum aur mahrum
bahut taviil kahaanii hai merii hastii kii
tumhaarii maut to ik muKHtasar fasaana hai
Zubair Ali Tabish
Nazm
KHuda wo waqt na lae
Guruur-e-husn saraapaa niyaaz ho teraa
taviil raato.n me.n tuu bhii qaraar ko tarse
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
intizar
abhii talak mirii tanhaa.iyo.n me.n bastii hai.n
taviil raate.n abhii tak taviil hai.n pyaarii
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ek rah-guzar par
siyaah zulfo.n me.n vaarafta nik.hato.n kaa hujuum
taviil raato.n kii KHvaabiida raahato.n kaa hujuum
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
chadar aur chaar-diwari
taviil sadiyo.n se qatl-e-insaaniyat kaa ye KHuu.n-chakaa.n tamaasha
ab is tamaasha ko KHatm kiije
Fahmida Riaz
Nazm
wo shaKH-e-mahtab kaT chuki hai
lab-basta hijrato.n kaa har ek lamha
taviil sadiyo.n ko o.Dh kar saa.ns le rahaa hai
Mohsin Naqvi
Nazm
main nahin to kya
hayaat zaar-e-jahaa.n kii taviil raaho.n me.n
hazaar diida-e-hairaa.n fusuu.n bikhere.nge
Sahir Ludhianvi
Nazm
gurez
sazaa ke taur par baKHshii taviil tanhaa.ii
phir ek tiira-o-taariik jho.npa.Dii ke tale
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere nadim!
vo paas-e-zabt se dil me.n dabii hu.ii aa.he.n
vo intizaar kii raate.n, taviil tiira-o-taar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
naya safar hai purane charag gul kar do
taviil raahguzar KHatm ho ga.ii lekin
hanuuz apnii masaafat kaa muntaha na milaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
izhaar
tere paimaan-e-mohabbat kaa vo iz.haar-e-taviil
ruuh kaa iz.haar the bose mire
Noon Meem Rashid
Nazm
main aa raha hun
taviil lamhe guzar ga.e hai.n
kuchh aur dil ko zaraa sambhaalo
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Nazm
ye nur kaisa hai
dar-o-diivaar kahaa.n kii aavaargii ke
nuur kii vaadii talak lams kaa ik safar taviil
Meena Kumari Naz
Nazm
huzn-e-insan
aur insaa.n hai ki hai jaada-kash-e-raah-e-taviil
ruuh-e-yuunaa.n pe salaam