SEARCH RESULTS
Showing search results for "tailor"
Nazm MATCHES FOR "tailor"
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
kabhii ret ke uu.nche Tiilo.n pe jaanaa
gharau.nde banaanaa banaa ke miTaanaa
Sudarshan Faakir
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
laala-e-afsurda ko aatish-qabaa kartii hai ye
be-zabaa.n taa.ir ko sarmast-e-navaa kartii hai ye
Allama Iqbal
Nazm
nai tahzib
bahut ho.nge muGannii naGma-e-taqliid europe ke
magar bejo.D ho.nge is liye be-taal-o-sam ho.nge
Akbar Allahabadi
Nazm
shor-e-barbat-o-nai
ye lauh-o-qalam ye tabl-o-alam ye maal-o-hasham sab apne hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
jalwa-e-darbar-e-dehli
taa.ir-e-hosh the sab ke larzan
rashk se dekh rahii thii har zan
Akbar Allahabadi
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
aasmaa.n markaz-e-taKH.iil-o-tasavvur kab tak
aasmaa.n jis se KHajil ho vo zamii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
barsat ki bahaaren
sabzo.n pe biir bhuuTii Tiilo.n upar dhatuuree
pissuu se machchharo.n se ro.e ko.ii basore
Nazeer Akbarabadi
Nazm
talaba-e-ali-gaDh collage ke nam
taa.ir-e-zer-e-daam ke naale to san chuke ho tum
ye bhii suno ki naala-e-taa.ir-e-baam aur hai
Allama Iqbal
Nazm
raat aur rail
raasa-bar-andaam kartii anjum-e-shab-taab ko
aashiyaa.n me.n taa.ir-e-vahshii ko chau.nkaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
jalte lafzo.n ke dahakte jugnuu
tair jaa.e.n to sukuut-e-shab-e-uryaa.n TuuTe
Mohsin Naqvi
Nazm
taj-mahal
yaa ko.ii bat-e-mast hai jo tair chukii hai
aa kar abhii dariyaa ke kinaare pe rukii hai