SEARCH RESULTS
Showing search results for "takhta"
Nazm MATCHES FOR "takhta"
Nazm
dastur
mai.n nahii.n maantaa mai.n nahii.n jaantaa
mai.n bhii KHaa.if nahii.n taKHta-e-daar se
Habib Jalib
Nazm
aaj tanhai ne thoDa sa dilasa jo diya
taKHta-e-daar na mansab na adaalat kii KHalish
ab to ik chiiKH sii ho.nTo.n me.n dabii rahtii hai
Mohsin Naqvi
Nazm
mulaqat meri
furqat-e-dard me.n be-aab hu.aa taKHta-e-daaG
kis se kahiye ki bhare rang se zaKHmo.n ke ayaaG
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
lafzon ke darmiyan
ek taKHta... pe.De banaane ke liye
ek salaaKH tannuur se roTii nikaalne ke liye
Sarvat Husain
Nazm
hashr ki subh daraKHshan ho maqam-e-mahmud
izn-e-sajda pe kamar taKHta na ho jaa.e kahii.n
khokhle lafzo.n me.n lohaa to nahii.n bhar sakte
Adil Mansuri
Nazm
gulzar-e-watan
is kunj-e-dil-nashii.n me.n qabza na ho KHizaa.n kaa
jo ho gulo.n kaa taKHta taKHta ho ik jinaa.n kaa
Suroor Jahanabadi
Nazm
paigham eid
phir zamii.n ban ga.ii Gairat-dah-e-gulzaar-e-na.iim
KHaak hai taKHta-e-gul bistar-e-sanjaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
raqs ki raat
jaise TuuTe hu.e taKHte se ko.ii tiira nasiib
saKHt tuufaan me.n hasrat se ufuq ko dekhe:
Noon Meem Rashid
Nazm
shauq-e-gurezan
dil-e-sad-paara-ehavaadis ko
taKHta-e-mashq-e-gul-ruKHaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
hindostan
taKHta ulaT na jaa.e kahii.n kaa.enaat kaa
qulzum me.n Garq ho na safiina hayaat kaa
Shatir Hakeemi
Nazm
main ek aansu ikaTTha kar raha hun
tum hamaarii taraf ruKH kar ke kitaab dekhte
aur taKHta-e-siyaah kii taraf ruKH kar ke
Syed Kashif Raza
Nazm
gireban
ek sitaara TuuTaa
aur mere dil ke taKHta-e-siyaah par raqam kar gayaa
Mohammad Haneef Rame
Nazm
yas o umid
taKHta-e-mashq-e-sitam qaidi-e-zanjiir huu.n mai.n
saik.Do.n dushman-e-saffaak lage hai.n piichhe