SEARCH RESULTS
Showing search results for "thahartaa"
Nazm MATCHES FOR "thahartaa"
Nazm
saqi-nama
fazaa niilii niilii havaa me.n suruur
Thaharte nahii.n aashiyaa.n me.n tuyuur
Allama Iqbal
Nazm
raqib
ye soch ban ke mire dil me.n aa Thahartaa hai
yahii hai jis kaa kabhii naam laajvantii thaa
Meeraji
Nazm
zaibunnisa ek nazm tumhaare liye bhi
kyaa ajab shaam hai
tere shaano.n pe aa.nchal Thahartaa nahii.n
Maqsood Wafa
Nazm
aaj lagta hai samundar mein hai tughyani si
an-kahii ko.ii kahaanii ko.ii jaltaa aa.nsuu
aa ke daaman pe Thahartaa hu.aa be-kal shikva
Shaista Mufti
Nazm
zawal ke aaine mein zinda aks
haafize kii band muTThii me.n Thahartaa kuchh nahii.n
har qadam KHvaab o KHayaal vasl kii lazzat liye
Saeed Ahmad
Nazm
purana makan
hai ik KHaasiyat vaqt kii ye lagegaa Thahartaa hu.aa par Thahartaa nahii.n hai
kisii ek jagah par
Piyush Sharma
Nazm
kachcha gulabi dhaga main
phir dhartii ko phuulo.n kaa ham-rang banaataa
kaash ye zaalim vaqt Thahartaa
Azra Parveen
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Nazm
karoge yaad to har baat yaad aaegi
karoge yaad to har baat yaad aa.egii
guzarte vaqt kii har mauj Thahar jaa.egii
Bashar Nawaz
Nazm
aaj ki shab to kisi taur guzar jaegi
ra.ng-e-ummiid khilegaa ki bikhar jaa.egaa
vaqt parvaaz karegaa ki Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Nazm
heart-attack
dard itnaa thaa ki us se bhii guzarnaa chaahaa
ham ne chaahaa bhii magar dil na Thaharnaa chaahaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hitch-hiker
zindagii kii ye gha.Dii TuuTtaa pul ho jaise
ki Thahar bhii na sakuu.n aur guzar bhii na sakuu.n
Ahmad Faraz
Nazm
ecstasy
kaa.npte ho.nTo.n pe thii allaah se sirf ik du.aa
kaash ye lamhe Thahar jaa.e.n Thahar jaa.e.n zaraa!
Parveen Shakir
Nazm
patthar
ret se but na banaa ai mire achchhe fankaar
ek lamhe ko Thahar mai.n tujhe patthar laa duu.n
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
muflisi
phir ko.ii is ke haal pa kartaa nahii.n nigaah
daaliidarii kahe ko.ii Thahraa de ruu-siyaah