SEARCH RESULTS
Showing search results for "turfa"
Nazm MATCHES FOR "turfa"
Nazm
ek shaera ki shadi par
kaun sii turfa adaa bhaa ga.ii is duniyaa me.n
KHuld ko chho.D ke kyuu.n aa ga.ii is duniyaa me.n
Akhtar Shirani
Nazm
kahan hai aa ja
terii furqat dil-e-maayuus pe ik turfa sitam
terii furqat sabab-e-kaavish-o-bedaarii-e-Gam
Shakeel Badayuni
Nazm
holi
to ham bhii jaane.n ki aisaa hai pyaar holii kaa
jo kii hai tum ne ye holii kii turfa tayyaarii
Nazeer Akbarabadi
Nazm
chhoTe kaam ka baDa natija
khel thaa pahle to ab turfa-tamaashaa dekhaa
dil hii dil me.n mutahayyar thaa ki ye kyaa dekhaa
Ismail Merathi
Nazm
yaran-e-najd
us chashm-e-mast me.n thii ye turfa ik karaamat
phirtii vo jis taraf ko phirtaa udhar zamaanaa
Khushi Mohammad Naazir
Nazm
holi
vo surKH-posh gulistaa.n me.n rang khelaa hai
gul-o-saman pe hai turfa nikhaar holii me.n
Birj Lal Raana
Nazm
aadmi
hai turfa ik tamaashaa pas-e-aadmii sadaa
parde pe zindagii ke adaakaar aadmii
Jameel Azimabadi
Nazm
ek nazm
raat ke KHvaabo.n kaa ik turfa samaa.n hotaa hai
sub.h ke guu.njte aavaaze se chau.nk uThtaa huu.n
Qayyum Nazar
Nazm
zist-mizajon ka nauha
apne hisse kii jahaa.ngiirii uThaa laa.e hai.n
kyaa KHabar kaun nazar turfa masiihaa.ii ho
Iliyas Babar Aawan
Nazm
apne bad-guman se
mirii taskii.n kaa bahar-haal sahaaraa hogaa
ai mirii turfa-jafaakaar vo din duur nahii.n
Shahab Sarmadi
Nazm
pandrah-august
na.ii uljhan na.e 'uqde na.ii mushkil nazar aa.ii
Garaz turfa-tamaashaa bazm-e-aab-o-gil nazar aa.ii
Birj Lal Raana
Nazm
aaj-kal
yuu.n to aisaa iztiraab aisii KHalish pahle bhii thii
lekin is aalam me.n ik turfa mazaa hai aaj-kal
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
jawab-e-shikwa
hai tunak-maaya tuu zarre se bayaabaa.n ho jaa
naGma-e-mauj hai ha.ngaama-e-tuufaa.n ho jaa
Allama Iqbal
Nazm
aawara
muntazir hai ek tuufaan-e-balaa mere liye
ab bhii jaane kitne darvaaze hai.n vaa mere liye