SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThte"
Nazm MATCHES FOR "uThte"
Nazm
zindagi se Darte ho
lab agar nahii.n hilte haath jaag uThte hai.n
haath jaag uThte hai.n raah kaa nishaa.n ban kar
Noon Meem Rashid
Nazm
intizar
sub.h ne sej se uThte hu.e lii a.ng.Daa.ii
o sabaa! tuu bhii jo aa.ii to akelii aa.ii
Makhdoom Mohiuddin
Nazm
hubb-e-watan
baiTh jaate the jab kabhii lab-e-aab
dho ke uThte the dil ke daaG shitaab
Altaf Hussain Hali
Nazm
hinDola
inhii.n fazaa.o.n me.n bachpan palaa thaa 'KHusrav' kaa
isii zamii.n se uThe 'tansen' aur 'akbar'
Firaq Gorakhpuri
Nazm
KHak-e-hind
murda tabii.ato.n kii afsurdagii miTaa de
uThte hu.e sharaare is raakh se dikhaa de
Chakbast Braj Narayan
Nazm
taj-mahal
har na.e chaa.nd pe patthar vahii sach kahte hai.n
usii lamhe se damak uThte me.n un ke chehre
Parveen Shakir
Nazm
izhaar aur rasai
ek zarra ki hamesha se hai KHud se mahjuur
kabhii naira.ng-e-sadaa ban ke jhalak uThtaa hai
Noon Meem Rashid
Nazm
barkha-rut
tuufaan the aa.ndhiyo.n ke barpaa
uThtaa thaa baguule par baguulaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
israfil ki maut
jhilmilaa uThte the jis se dair-o-zuud
marg-e-israafiil par aa.nsuu bahaa.o
Noon Meem Rashid
Nazm
zalzala
barsar-e-KHaak nazar aate hai.n qasr-o-aivaa.n
ashk-e-KHuunii.n se mire aur bhii uThte tuufaa.n
Shakeel Badayuni
Nazm
kuchh de ise ruKHsat kar
taaziim ko uThte hai.n is vaaste dil vaale
hazrat ne mashiiKHat kii ik tarah nikaalii hai