SEARCH RESULTS
Showing search results for "ulfat-e-deriina"
Nazm MATCHES FOR "ulfat-e-deriina"
Nazm
aaKHiri mulaqat
ik baar phir mile hai.n, zaraa muskuraa to le.n!
kyaa jaane ab na ulfat-e-deriina yaad aa.e
Akhtarul Iman
Nazm
phir sham hui
dosto.n ne bhii chho.Dii hai.n dil-daariyaa.n
aaj vaqf-e-Gam-e-ulfat-e-raa.egaa.n
Ibn e Insha
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shikwa
ya.anii phir zinda na.e ahd-e-vafaa se dil ho.n
phir isii baada-e-dairiina ke pyaase dil ho.n
Allama Iqbal
Nazm
main aur tu
apne pindaar ke nashshe me.n sadaa istaada
KHvaahish-e-hamdam-e-deriina pe ha.ns detii thii
Ahmad Faraz
Nazm
tira-nasib
yaa phir iflaas kaa ifriit-e-junuu.n be-paayaa.n
bhuuk aur shiddat-e-mahruumii-e-deriina se
Kamran Nafees
Nazm
b amman se KHitab
terii hastii sham.a-e-himmat ke liye aa.iina thii
zindagii terii charaaG-e-millat-e-deriina thii
Bilqees Jamal Barelwi
Nazm
sham ka pahla tara (2)
merii us shaam ke taare se mulaaqaat bahut gahrii thii
vo miraa ham-dam-e-deriina thaa
Zehra Nigaah
Nazm
naqqad
sach bataa ai aashiq-e-deriina-e-fikr-e-ma.aash
zahr me.n tiryaak ke unsur kii bhii kii hai talaash
Josh Malihabadi
Nazm
ye zard-ru chand KHatm-e-shab ka
fusuun-e-deriina le ke mere
dabiiz KHvaabo.n me.n bas gayaa hai
Ali Minai
Nazm
aaj TuTa hai bharosa mera
dard jis se miraa ik rishta-e-deriina hai
vaqt kii raah kaa
Dr. Abdullah
Nazm
jamuna
aah jamunaa tujh ko daur-e-paastaanii kii qasam
shaukat-e-deriina-e-saahib-qiraanii kii qasam
Suroor Jahanabadi
Nazm
aur moD ne kaha
Thahro ruk jaa.o rishta hai kuchh mujh se bhii
kuchh dino.n kaa nahii.n rabt-e-deriina hai
Sabir Dutt
Nazm
tazabzub
KHvaab-e-deriina kii ta.abiir banaa kar tujh ko
apnii aa.nkho.n ke kivaa.Do.n me.n muqaffal kar luu.n
Mohammad Owais Malik
Nazm
misra-e-sani
ai mire hamdam-e-deriina ka.ii din pahle
tujh pe likkhii hu.ii tahriire.n jalaa dii.n mai.n ne