SEARCH RESULTS
Showing search results for "ustuvaar"
Nazm MATCHES FOR "ustuvaar"
Nazm
nisar main teri galiyon ke
jo tujh se ahd-e-vafaa ustuvaar rakhte hai.n
ilaaj-e-gardish-e-lail-o-nahaar rakhte hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
ai tire soz-e-nafas se kaar-e-aalam ustuvaar
tuu ne jab chaahaa kiyaa har pardagii ko aashkaar
Allama Iqbal
Nazm
miTTi ka diya
ik muhibb-e-qaum ne apne mubaarak haath se
qaum kii ta.aliim kii buniyaad Daalii ustuvaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
inqalab-e-hind
kar rahaa hai qasr-e-aazaadii kii buniyaad ustuvaar
fitrat-e-tifl-o-zan-o-piir-o-javaa.n kaa inqalaab
Zafar Ali Khan
Nazm
siri kirshn
dilo.n me.n rang-e-mohabbat ko ustuvaar kiyaa
savaad-e-hind ko giitaa se naGma-baar kiyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
fasad-e-zat
tumhaaraa ahd agar ustuvaar hii hotaa
to phir bhii daaman-e-dil taar taar hii hotaa
Mustafa Zaidi
Nazm
tajahul-arifana
ustuvaar rakkhaa ho
jis ne harf-e-paimaa.n kaa e'tibaar rakkhaa ho
Iftikhar Arif
Nazm
arz-e-watan
iraade hai.n sab ke bahut ustuvaar
Gayuur aur bedaar hai.n jaa.n-nisaar
Arsh Malsiyani
Nazm
mohabbat ke is be-karan safar mein
mohabbat ke is be-karaa.n safar me.n
tujh se hii zindagii ustuvaar hai
Perwaiz Shaharyar
Nazm
shri-krishn
dilo.n me.n rang-e-mohabbat ko ustuvaar kiyaa
savaad-e-hind ko giitaa se naGma-baar kiyaa
Seemab Akbarabadi
Nazm
lal-bahadur-shastari
thii ustuvaar mohabbat terii dostii kii asaas
fazaa-e-dahr me.n ko.ii na thaa tiraa dushman
Arsh Malsiyani
Nazm
pesh-ahang
KHudii se tuu ne agar rishta ustuvaar kiyaa
ajal miTaa nahii.n saktii tiraa nishaan-e-hayaat
Mansha ur Rahman Khan Mansha
Nazm
ek nazm
udhar se kaun sii sharte.n thii.n kyaa taqaaze the
idhar se kaun saa paimaan ustuvaar hu.aa
Shaz Tamkanat
Nazm
muflisi
har aan TuuT pa.Dtaa hai roTii ke KHvaan par
jis tarah kutte la.Dte hai.n ik ustuKHvaan par