SEARCH RESULTS
Showing search results for "vagarna"
Nazm MATCHES FOR "vagarna"
Nazm
muhasara
vagarna ab ke nishaana kamaan-daaro.n kaa
bas ek tum ho so Gairat ko raah me.n rakh do
Ahmad Faraz
Nazm
ek makDa aur makkhi
manzuur tumhaarii mujhe KHaatir thii vagarna
kuchh faa.eda apnaa to miraa is me.n nahii.n thaa
Allama Iqbal
Nazm
janaze mein to aaoge na mere
vagarna kyuu.n bhalaa aa.egaa ko.ii
maut ke din ghar pe mere
Shariq Kaifi
Nazm
pak o hind yak-jehti
miyaan-e-hind-o-pakistan ik sarhad kaa jhag.Daa hai
vagarna is imaarat ke manaare ek jaise hai.n
Khalid Irfan
Nazm
din guzarta nazar nahin aata
sahar nasiib me.n ho to sahar milegii zaruur
vagarna zindagii kaT jaa.egii bas raat kii raat
Meena Kumari Naz
Nazm
shabab-e-gurezan
shabaab-e-gurezaa.n ko jaate hu.e rokne kii
vagarna hai kaafii mujhe ek pal kaa sahaaraa,
Noon Meem Rashid
Nazm
shoara-e-qaum se KHitab
uTTho vagarna hashr nahii.n hogaa phir kabhii
dau.Do zamaana chaal qayaamat kii chal gayaa
Shah Deen Humayun
Nazm
dua aur bad-dua ke darmiyan
vagarna qaatilo.n ko KHud-kushii karnaa pa.Degii
aur ye itne bahaadur bhii nahii.n hote
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
sawal
vagarna ham to sunte aa.e the ab tak
ki jo ik arsa mahv-e-KHvaab rahte hai.n
Ambareen Haseeb ambar
Nazm
majburi
kisii nemul-badal ko Dhuu.nD letii hai
vagarna un kii shaadaabii KHizaa.n kii nazr hotii hai
Shahnaz Parveen Shazi
Nazm
zarurat-e-iqbaal
hai phir zaruurat-e-iqbaal tarbiyat ke liye
vagarna qaum par ye imtihaa.n bhii mushkil hai