SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakh"
Nazm MATCHES FOR "yakh"
Nazm
shikast
ek yaKH-basta udaasii hai dil o jaa.n pe muhiit
ab mirii ruuh me.n baaqii hai na umiid na josh
Sahir Ludhianvi
Nazm
mere kamre mein utar aai KHamoshi phir se
kitnaa be-nutq hai yaado.n kaa hujuum
jaise ho.nTo.n kii fazaa yaKH-basta
Mohsin Naqvi
Nazm
surKH sitara
barf jam jaa.egii afkaar ke gulzaaro.n par
yaKH havaa.o.n me.n hii jam jaa.egii kisht-e-ummiid
Amir Usmani
Nazm
ittifaqat
us ke bose se ho.n mad.hosh saman aur gulaab
shabnamii ghaas pe do paikar-e-yaKH-basta mile.n,
Noon Meem Rashid
Nazm
pand-nama
juu-e-ishrat me.n Gam ke dhaare hai.n
yaKH-o-shabnam me.n bhii sharaare hai.n
Josh Malihabadi
Nazm
agar hai jazba-e-tamir zinda
to phir kis chiiz kii ham me.n kamii hai
rahe yaKH-bastagii kaa KHauf jab tak
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
mehman
phuu.nk Daale.n jo merii kisht-e-hosh
ruuh yaKH-basta hai tapaa.n kar le.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
musafir
na ko.ii qadr ho jin kii na ko.ii rusvaa.ii
mujhe bujhaa na sakii yaKH-zada havaa-e-shumaal
Mustafa Zaidi
Nazm
tum hanste kyun ho
paanii kaa ek gilaas ThanDaa yaKH
mere ho.nTo.n mere halq mere siine
Azra Abbas
Nazm
tumhaari yaad ka mausam
kabhii yaKH-basta raato.n kaa
december lauT aataa hai
Arshad Mahmood Arshad
Nazm
hum shair hote hain
ham aag churaate hai.n
to is duniyaa kii yaKH choTii se barf pighaltii hai
Waheed Ahmad
Nazm
aamin
paanii yaKH-basta vazuu kaa paanii
aur KHushbuu ke musalle pe ko.ii sar-ba-sujuud