SEARCH RESULTS
Showing search results for "zabt"
Nazm MATCHES FOR "zabt"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
aur zabt kahe fariyaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
Nazm
KHizr-e-rah
to.D detaa hai ko.ii muusaa tilism-e-saamarii
sarvarii zebaa faqat us zaat-e-be-hamtaa ko hai
Allama Iqbal
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
aah ye zabt-e-fuGaa.n Gaflat kii KHaamoshii nahii.n
aagahii hai ye dilaasaa.ii faraamoshii nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
ramaen ka ek sin
aalam ye thaa qariib ki aa.nhke.n ho.n ashk-rez
lekin hazaar zabt se rone se kii gurez
Chakbast Braj Narayan
Nazm
yaad
dil phu.nk rahaa thaa aatish-e-zabt-e-firaaq se
diipak ko mai-gusaar banaatii chalii ga.ii
Jigar Moradabadi
Nazm
tumhein pyar hai, to yaqin do,
to yaqiin ho!
ruko aur tho.Daa saa zabt lo, mujhe soch lene ko vaqt do,
Arif Ishtiaque
Nazm
marg-e-soz-e-mohabbat
phir dil ko paas-e-zabt kii talqiin kar chuke.n
aur imtihaan-e-zabt se phir jii churaa.ii.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri yaadon se kya nahin sikha
zabt kaa hausla ba.Dhaa lenaa
aa.nsu.o.n ko kahii.n chhupaa lenaa
Wasi Shah
Nazm
KHarabi
kahaa.n zabt kii dhuup me.n ham bikharte ga.e
aur kahaa.n tak ko.ii sabr ham ne sameTaa
Azm Bahzad
Nazm
shairi sach bolti hai
to mujhe zabt ke sahraa.o.n me.n kyuu.n roltii hai
shaa.irii sach boltii hai
Qateel Shifai
Nazm
zalzala
zabt kartii huu.n jo Gam aataa hai sah jaatii huu.n
josh aataa hai magar kaa.np ke rah jaatii huu.n
Shakeel Badayuni
Nazm
mere nadim!
vo paas-e-zabt se dil me.n dabii hu.ii aa.he.n
vo intizaar kii raate.n, taviil tiira-o-taar
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
august1955
shahr me.n chaak-garebaa.n hu.e naapaid ab ke
ko.ii kartaa hii nahii.n zabt kii taakiid ab ke
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
husul-e-azadi ki diqqaten
jaa.edaade.n sab tumhaarii zabt kar lii jaa.e.ngii
baal-bachcho.n par tumhaare zulm Dhaayaa jaa.egaa
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
mukafat
ye mil rahii hai mere zabt kii sazaa mujh ko
ki ek zahr se labrez hai shabaab meraa