SEARCH RESULTS
Showing search results for "zinhaar"
Nazm MATCHES FOR "zinhaar"
Nazm
KHizr-e-rah
KHaam hai jab tak tuu hai miTTii kaa ik ambaar tuu
puKHta ho jaa.e tuu hai shamsher-e-be-zinhaar tuu
Allama Iqbal
Nazm
roTiyan
ye ranDiyaa.n jo naache hai.n ghuu.nghaT ko mu.nh pe le
ghuu.nghaT na jaano dosto tum ziinhaar use
Nazeer Akbarabadi
Nazm
hubb-e-watan
aa ke kaabul se yaa.n bihii-o-anaar
ho nahii.n sakte baarvar zinhaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
aahang-e-nau
KHitta-e-paak me.n zinhaar na aane paa.e.n
aa hii jaa.e.n jo ye zinda to na jaane paa.e.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
sach kaho
sach se zinhaar dar-guzar na karo
dil me.n kuchh KHauf aur KHatar na karo
Ismail Merathi
Nazm
ek sitara aadarsh ka
gutthiyaa.n mauhuum sii rishto.n kii ye kaisii hai.n
suljhaana nahii.n zinhaar varna
Shafiq Fatima Shera
Nazm
sach kaho sach kaho hamesha sach
sach se zinhaar dar-guzar na karo
dil me.n kuchh KHauf aur KHatar na karo
Ismail Merathi
Nazm
imroz
sabab hai.n aur bhii lekin ba-juz do-harf javaab
adaa-e-zail se maqsuud ziinhaar nahii.n
Meem Hasan Lateefi
Nazm
hum ek hain
zinhaar na 'shaahid' buraa aapas me.n kahe.nge
ham ek the ham ek hai.n ham ek rahe.nge
Shahid Sagri
Nazm
KHud-gharaz dost
baat giida.D ne na maanii ziinhaar
KHuub chillaane lagaa vo naabakaar
Faizi Fatehabadi
Nazm
shikwa
kis ne ThanDaa kiyaa aatish-kada-e-iiraa.n ko
kis ne phir zinda kiyaa tazkira-e-yazdaa.n ko
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
umaraa nashsha-e-daulat me.n hai.n Gaafil ham se
zinda hai millat-e-baizaa Gorabaa ke dam se
Allama Iqbal
Nazm
dastur
mai.n bhii mansuur huu.n kah do aGyaar se
kyuu.n Daraate ho zindaa.n kii diivaar se
Habib Jalib
Nazm
nisar main teri galiyon ke
bujhaa jo rauzan-e-zindaa.n to dil ye samjhaa hai
ki terii maa.ng sitaaro.n se bhar ga.ii hogii