SEARCH RESULTS
Showing search results for "zinhaar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zinhaar"
Ghazal
ai taaza vaardaan-e-bisaat-e-havaa-e-dil
zinhaar agar tumhe.n havas-e-naa.e-o-nosh hai
Mirza Ghalib
Nazm
KHizr-e-rah
KHaam hai jab tak tuu hai miTTii kaa ik ambaar tuu
puKHta ho jaa.e tuu hai shamsher-e-be-zinhaar tuu
Allama Iqbal
Ghazal
Gaafil KHudaa kii yaad pe mat bhuul ziinhaar
apne ta.ii.n bhulaa de agar tuu bhulaa sake
Khwaja Meer Dard
Ghazal
sham o parvaana na mahfil me.n ho.n baaham zinhaar
sham.a-ruu ne mujhe bheje hai.n ye parvaane do
Miyan dad Khan Sayyah
PAGE MATCHES FOR "zinhaar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zinhaar"
Nazm
roTiyan
ye ranDiyaa.n jo naache hai.n ghuu.nghaT ko mu.nh pe le
ghuu.nghaT na jaano dosto tum ziinhaar use
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ai vo ki tuu baiThaa hai sar-e-raah pe zinhaar
kahiyo jo kabhuu 'miir' balaa-kash idhar aave
Meer Taqi Meer
Nazm
hubb-e-watan
aa ke kaabul se yaa.n bihii-o-anaar
ho nahii.n sakte baarvar zinhaar
Altaf Hussain Hali
Ghazal
iisaa tilism husn taGaaful hai ziinhaar
juz pusht chashm nusKHa arz davaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
ai dil razaa-e-Gair hai shart-e-razaa-e-dost
zinhaar baar-e-ishq uThaayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
bis ki hairat se zi-paa uftaada-e-zinhaar hai
naaKHun-e-a.ngusht-e-but KHaal-e-lab-e-biimaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mujhe ye hukm hai zinhaar tum na karnaa ishq
nasiihate.n bhii vo karte hai.n imtihaa.n kii tarah














