SEARCH RESULTS
Showing search results for "شیطان"
Nazm MATCHES FOR "شیطان"
Nazm
dharti ki sulagti chhati se bechain sharare puchhte hain
insaan kii is zillat se pare shaitaan kii zillat kyaa hogii
ye ved haTaa qur.aan uThaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ai ishq kahin le chal
insaa.n kii qabaa me.n ye shaitaan na baste ho.n
to KHauf nahii.n le chal!
Akhtar Shirani
Nazm
sarkari aur ghair-sarkari do iden
beTaa kahtaa thaa ki kal shaitaan roza rakkhegaa
baap bolaa teraa abbaa jaan roza rakkhegaa
Dilawar Figar
Nazm
rishwat
dosto.n kii gaaliyaa.n har aan sahne diijiye
KHaana-zaado.n ko yuu.nhii shaitaan rahne diijiye
Josh Malihabadi
Nazm
KHatun-e-mashriq
dekh tujh par ilm kii bharpuur pa.D jaa.e na zarb
bhaag is parde me.n hai.n shaitaan ke aalaat-e-harb
Josh Malihabadi
Nazm
KHushamad
bad baKHiil aur saKHii kii bhii KHushaamad kiije
aur jo shaitaan ho to us kii bhii KHushaamad kiije
Nazeer Akbarabadi
Nazm
sayyad se aaj hazrat-e-waiz ne ye kaha
shaitaan ne dikhaa ke jamaal-e-uruus-e-dahr
banda banaa diyaa hai tujhe hubb-e-jaah kaa
Akbar Allahabadi
Nazm
holi
laa-haul pa.Dh ke shaitaan bolaa 'naziir' tujh ko
ab holii khelne kaa puuraa kamaal aayaa