Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Allama Talib Jauhari's Photo'

Allama Talib Jauhari

1929 - 2020 | Karachi, Pakistan

A renowned Islamic scholar, orator, poet, and researcher from Pakistan, famous for his eloquent speeches.

A renowned Islamic scholar, orator, poet, and researcher from Pakistan, famous for his eloquent speeches.

Allama Talib Jauhari

Ghazal 20

Nazm 4

 

Sher-o-Shayari 16

chāñd tak uḌ kar pahuñchne nahīñ imkān

chakorī apne ghar vāloñ kahnā maan

chand tak uD kar pahunchne ka nahin imkan ja

ja chakori apne ghar walon ka kahna man ja

  • Share this

ek kueñ gahrā.ī se misr ke taḳht-e-shāhī tak

dekhne vaalī aañkh ko kitne nādīda bāzār mile

ek kuen ki gahrai se misr ke taKHt-e-shahi tak

dekhne wali aankh ko kitne nadida bazar mile

  • Share this

kahāñ tak falsafa alfāz ke aaseb se bachtā

ma'ānī zehn ke andar bhī harf-ālūd hote haiñ

kahan tak falsafa alfaz ke aaseb se bachta

ma'ani zehn ke andar bhi harf-alud hote hain

  • Share this

kar rahe haiñ zindagī meñ mā'naviyyat talāsh

ḳhvāb meñ Duubā huā tālāb sahrā aur maiñ

kar rahe hain zindagi mein ma'nawiyyat ki talash

KHwab mein Duba hua talab sahra aur main

  • Share this

pahuñchī diloñ aag hamāre ḳhiyām tak

lekin dhuāñ to jā.egā darbār-e-shām tak

pahunchi dilon ki aag hamare KHiyam tak

lekin dhuan to jaega darbar-e-sham tak

  • Share this

BOOKS 2

 

More Authors From "Karachi"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now