SEARCH RESULTS
Showing search results for "वामिक़-ए-नौ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "वामिक़-ए-नौ"
Ghazal
ik vaamiq-e-nau kaa hai samajh chaak garebaa.n
kartii hai jo raKHna ko.ii diivaar puraanii
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Sher
Wamiq Jaunpuri
MORE MATCHES FOR "वामिक़-ए-नौ"
Ghazal
taa sahar karte rahe ham intizaar-e-mehr-e-nau
dekhte hii dekhte aisii ghaTaa chhaa.ii ki bas
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye maanaa husn kii fitrat bahut naazuk hai ai 'vaamiq'
mizaaj-e-ishq kii lekin nazaakat aur hotii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
jab puraanaa lahja kho detaa hai apnii taazgii
ik na.ii tarz-e-navaa iijaad kar lete hai.n ham
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
zindagii kii haisiyyat buu.nd jaise paanii kii
naachtii hai sholo.n par chashm-e-nam me.n jaltii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
kashmakash-e-na.ng-o-naam dahr me.n jiinaa haraam
naam kii ye jiit haar dekhiye kab tak rahe
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
abhii na saaya-e-diivaar kii talaash karo
abhii to shiddat-e-nisfun-nahaar baaqii hai
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ye arsh o farsh kii tafriiq kuchh nahii.n 'vaamiq'
buland o past kaa meyaar-e-KHaam badlegaa