SEARCH RESULTS
Showing search results for "aarzu.e.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aarzu.e.n"
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
ye aarzu.e.n iijaad na kar
ai ishq hame.n barbaad na kar
Akhtar Shirani
PAGE MATCHES FOR "aarzu.e.n"
MORE MATCHES FOR "aarzu.e.n"
Ghazal
sahmii sahmii hu.ii rahtii hai.n makaan-e-dil me.n
aarzuu.e.n bhii Gariibo.n kii tarah hotii hai.n
Munawwar Rana
Nazm
anjam
machaltii hai.n siine me.n laakh aarzu.e.n
ta.Daptii hai.n aa.nkho.n me.n laakh iltijaa.e.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gariib dil ne bahut aarzuu.e.n paidaa kii.n
magar nasiib kaa likkhaa ki sab kaa KHuun hu.aa
Akbar Allahabadi
Ghazal
tirii kaakule.n hii nahii.n sabz pariyaa.n
mirii aarzuu.e.n bhii shahzaadiyaa.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Nazm
be-karan raat ke sannaTe mein
tere bistar pe mirii jaan kabhii
aarzu.e.n tire siine ke kuhistaano.n me.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
Akhtar Shirani
Nazm
mere nadim!
vo aarzu.e.n kahaa.n so ga.ii hai.n mere nadiim?
vo naa-subuur nigaahe.n, vo muntazir raahe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mukafat
lo aa ga.ii hai.n vo ban kar muhiib tasviire.n
vo aarzu.e.n ke jin kaa kiyaa thaa KHuu.n mai.n ne
Noon Meem Rashid
Ghazal
Akhtar Shirani
Ghazal
Qateel Shifai
Nazm
pahli kiran
mai.n is KHisht-kobii se uktaa gayaa huu.n
kahaa.n hai.n vo duniyaa kii taz.iin kii aarzuu.e.n
Noon Meem Rashid
Ghazal
jab chhe.Dtii hai.n un ko gumnaam aarzuu.e.n
vo mujh ko dekhte hai.n merii nazar bachaa ke









