SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-aavaaz-e-buland"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ba-aavaaz-e-buland"
Sher
raat din naaquus kahte hai.n ba-aavaaz-e-buland
dair se behtar hai kaaba gar buto.n me.n tuu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo Gubaar uThtaa hai kahtaa hai ba-aavaaz-e-buland
sar na is KHaak kaa uu.nchaa ho jo barbaad na ho
Betab Azimabadi
Ghazal
kah rahaa hai jaras-e-qalb ba-aavaaz-e-buland
gum ho rahbar to abhii raah-e-KHudaa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
PAGE MATCHES FOR "ba-aavaaz-e-buland"
MORE MATCHES FOR "ba-aavaaz-e-buland"
Ghazal
raat din naaquus kahte hai.n ba-aavaaz-e-buland
dair se behtar hai kaaba gar buto.n me.n tuu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Nazm
yaum-e-jamhur
kah rahii hai ruuh un kii ye ba-aavaaz-e-buland
ai vatan ke baasiyo tum ho nigahbaan-e-vatan
Sabit Khairabadi
Ghazal
sunte hai.n Gair se vo baat ba-aavaaz-e-buland
kyaa qayaamat hai ki jo ham se ishaaraat me.n thii
Mirza Ali Lutf
Mazahiya
jumla amraaz-e-KHabiisa kii davaa-e-kaargar
naGma-e-saahir ba-aavaaz-e-lata-mangeshkar
Dilawar Figar
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Mazahiya
ba-andaaz-e-Gaiz-o-Gazab boltii hai.n
ba-aavaaz-e-shor-o-shaGab boltii hai.n
Syed Zameer Jafri
Ghazal
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Sher
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
karachi
ek jaanib silsila-e-haa-e-‘imaaraat-e-buland
jin ke miinaare falak se mil ga.e hai.n jaa-ba-jaa
Anjum Azmi
Nazm
allah allah
ba-har aastaan-e-buland az 'aqiidat
jabiin-e-taqaddus hai KHam allaah allaah
Masoom Sharqi
Ghazal
dar pe us parda-nashii.n ke ho to baa-saut-e-buland
sher us vaqt hai 'jur.at' se pa.Dhaane kaa mazaa