SEARCH RESULTS
Showing search results for "ba-aavaaz-e-buland"
Ghazal MATCHES FOR "ba-aavaaz-e-buland"
Ghazal
Mirza Ali Lutf
Ghazal
raat din naaquus kahte hai.n ba-aavaaz-e-buland
dair se behtar hai kaaba gar buto.n me.n tuu nahii.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
sunte hai.n Gair se vo baat ba-aavaaz-e-buland
kyaa qayaamat hai ki jo ham se ishaaraat me.n thii
Mirza Ali Lutf
Ghazal
kah rahaa hai jaras-e-qalb ba-aavaaz-e-buland
gum ho rahbar to abhii raah-e-KHudaa paidaa ho
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jo Gubaar uThtaa hai kahtaa hai ba-aavaaz-e-buland
sar na is KHaak kaa uu.nchaa ho jo barbaad na ho
Betab Azimabadi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
andaaz huu-ba-huu tirii aavaaz-e-paa kaa thaa
dekhaa nikal ke ghar se to jho.nkaa havaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
is shahr-e-be-aavaaz me.n vo raat bhii guzrii
jab mai.n ne kahaa aur KHudii mai.n ne sunaa bhii
Nizamuddin Nizam
Ghazal
dar pe us parda-nashii.n ke ho to baa-saut-e-buland
sher us vaqt hai 'jur.at' se pa.Dhaane kaa mazaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
jigar kaa soz mayassar nahii.n to kuchh bhii nahii.n
jigar ke soz se saaz-e-hayaat baa-aavaaz
Khursheed Alig
Ghazal
mohabbat KHud hii apnii parda-daar-e-raaz hotii hai
jo dil par choT lagtii hai vo be-aavaaz hotii hai
Vishnu Kumar Shauq
Ghazal
fazaa me.n naGma-e-aavaaz-e-paa hai mere liye
karaa.n se taa-ba-karaa.n ik nidaa hai mere liye
Mughni Tabassum
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sad-aasmaa.n ba-daaman o sad-kahkashaa.n-ba-dosh
baam-e-buland-e-yaar tire aastaa.n kii raah
Jafar Tahir
Ghazal
jab bhii aayaa hai kisii ko bhuul jaane kaa KHayaal
yak-ba-yak aavaaz aa.ii liijiye ham aa ga.e
Shamim Jaipuri
Ghazal
yak-ba-yak kaano.n me.n aane lage aavaaz-e-sarosh
zindagii chhe.D de sargam to Gazal hotii hai
Shabbir Kanpuri
Ghazal
ziina-ba-ziina dil me.n utartii rahii vo yaad
dil shab me.n chau.nk uTThaa ik aavaaz-e-paa ke saath
Naved Jafri
Ghazal
aa.nkhe.n nazar samajh sabhii andaam-e-his tamaam
aavaaz-e-'azm niyyate.n sunte ba-hosh-e-gosh