SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-uruuj"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "baad-e-uruuj"
Ghazal
rakhnaa qadam yahaa.n to zaraa dekh bhaal ke
baad-e-uruuj aate hai.n din bhii zavaal ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
suurat-e-baad-e-sabaa qaafila-e-yaad aayaa
zaKHm-dar-zaKHm khile phuul se mere dil me.n
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
daaman bachaa ke ham to guzar jaa.e.n ai 'uruuj'
KHud chhe.Dtii hai gardish-e-dauraa.n kabhii kabhii
Urooj Zaidi Badayuni
MORE MATCHES FOR "baad-e-uruuj"
Ghazal
sarmaaya-e-'uruuj' hai.n taaza Gazal ke phuul
bazm-e-suKHan me.n shaaKH-e-gul-e-tar hii le chale.n
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
ai 'uruuj' ab 'aam hai shikva 'adam-tarsiil kaa
'miir'-o-'momin' ke zamaane kii Gazal-KHvaanii ga.ii
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
yaa to ab aasaan kar dushvaarii-e-sa'ii-e-'uruuj'
yaa ise patthar banaa de zindagii ai zindagii
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
ai 'uruuj' ye duniyaa qadr-e-dard kyaa jaane
kyuu.n zamaana-saazo.n ko haal-e-dil sunaataa hai
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
tishnagii teGo.n ke saa.e dhuup Gurbat ai 'uruuj'
aap ne sajda kahaa.n dekhaa hai sajda dekhiye
Urooj Zaidi Badayuni
Ghazal
hazaar baad-e-havaadis hazaar sarsar-e-Gam
jalaa rahaa huu.n magar azmat-e-chaman ke charaaG
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
ajiib baat hai is izhdihaam-e-KHalq me.n bhii
jise bhii dekhiye tanhaa dikhaa.ii detaa hai
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
haram-o-dair kii raaho.n se shanaasaa hai.n 'uruuj'
ham ne kaafir bahut dekhe hai.n musalmaa.n-suurat
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
zehn me.n yuu.n tirii yaado.n ke nashe lahraa.e
ban gayaa giit sukuut-e-shab-e-tanhaa.ii bhii
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
jaane kyaa chiiz thii zikr-e-lab-o-ruKHsaar kii zau
sub.h ban jaatii hai afsurdagii-e-shaam-e-Gazal
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
KHuun-e-dil surKHii-e-aaGaaz-e-bahaaraa.n hai 'uruuj'
rang lahraa.e.nge jhulse hu.e maidaano.n par
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
aur to kuchh na rahaa ahl-e-vafaa ke bas me.n
nazr ko laa.e hai.n bhuulii hu.ii ik yaad ab ke
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
har gumaa.n-zaad dhu.ndalke se guzar jaa.o 'uruuj'
raushnii sii vo lab-e-baam sadaa detii hai