SEARCH RESULTS
Showing search results for "baad-e-uruuj"
Ghazal MATCHES FOR "baad-e-uruuj"
Ghazal
suurat-e-baad-e-sabaa qaafila-e-yaad aayaa
zaKHm-dar-zaKHm khile phuul se mere dil me.n
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
hazaar baad-e-havaadis hazaar sarsar-e-Gam
jalaa rahaa huu.n magar azmat-e-chaman ke charaaG
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
jaane kyaa chiiz thii zikr-e-lab-o-ruKHsaar kii zau
sub.h ban jaatii hai afsurdagii-e-shaam-e-Gazal
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
KHuun-e-dil surKHii-e-aaGaaz-e-bahaaraa.n hai 'uruuj'
rang lahraa.e.nge jhulse hu.e maidaano.n par
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
zehn me.n yuu.n tirii yaado.n ke nashe lahraa.e
ban gayaa giit sukuut-e-shab-e-tanhaa.ii bhii
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
har gumaa.n-zaad dhu.ndalke se guzar jaa.o 'uruuj'
raushnii sii vo lab-e-baam sadaa detii hai
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
shahr-e-ehsaas ke har mo.D pe raate.n hai.n 'uruuj'
shahr-e-ehsaas kaa har baab chamaktaa dekho
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
aur to kuchh na rahaa ahl-e-vafaa ke bas me.n
nazr ko laa.e hai.n bhuulii hu.ii ik yaad ab ke
Abdur Rauf Urooj
Ghazal
rakhnaa qadam yahaa.n to zaraa dekh bhaal ke
baad-e-uruuj aate hai.n din bhii zavaal ke
Khaki Hyderabadi
Ghazal
yaa to ab aasaan kar dushvaarii-e-sa'ii-e-'uruuj'
yaa ise patthar banaa de zindagii ai zindagii
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
rasta kaThin hai tuu hai bahut naa-tavaa.n 'uruuj'
sultaan-e-kaa.enaat ko haamii banaa ke chal
Urooj Qadri
Ghazal
mujhe hai jurm-e-mohabbat kaa e'tiraaf 'uruuj'
mirii sazaa me.n ko.ii bahs-o-guftuguu kyaa hai
Urooj Qadri
Ghazal
husn-e-azal hai aaj bhii jalva-fagan 'uruuj'
husn-e-azal ke laakh Gazal-KHvaa.n guzar ga.e
Urooj Qadri
Ghazal
anjaam-e-mohabbat se uruuj apne hai vaaqif
taa-ziist hai qismat me.n jafaa aur balaa aur