SEARCH RESULTS
Showing search results for "billaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "billaa"
Mazahiya
to fauran biyaah duu.n lailaa ko tujh se
bilaa-diqqat mai.n ban jaa.uu.n tirii saas
Akbar Allahabadi
Ghazal
bilaa sabab hii miyaa.n tum udaas rahte ho
tumhaare ghar se to masjid kaa faaslaa kam hai
Nawaz Deobandi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "billaa"
Ghazal
zahiin itnii hai us se bahs to ham kar nahii.n sakte
mujhe manTo ke afsaane bilaa-naaGa sunaatii hai
Azeem Kamil
Ghazal
'qamar' apne ghar un ko mehmaa.n bulaa kar
bilaa chaa.nd ke chaandnii raat kar lii
Qamar Jalalvi
Ghazal
ye iztiraab kaa aalam ye shauq-e-be-paayaa.n
'shakiil' aaj bilaa-shuba kuu-e-yaar me.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aadatan aa.nkh chhalak uTThii hai ha.nste ha.nste
tuu mire dost bilaa-vaj.h pareshaan hu.aa
Tariq Qamar
Ghazal
Sabir Shah Sabir
Mazahiya
to fauran byaah duu.n lailaa ko tujh se
bilaa diqqat mai.n ban jaa.uu.n tirii saas
Akbar Allahabadi
Ghazal
KHafaa na ho ki hamaaraa qusuur ko.ii nahii.n
bilaa-iraada tiraa naam lete rahte hai.n