SEARCH RESULTS
Showing search results for "boyaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "boyaa"
Ghazal
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaa
kaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
dil jal rahaa hai zard shajar dekh dekh kar
ab chaahato.n ke biij na boyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Sher
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaa
kaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
Muneer Niyazi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "boyaa"
Ghazal
aasmaa.n par ko.ii ko.npal saa nikal aa.uu.ngaa
saal-haa-saal se is KHaak me.n boyaa hu.aa mai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
zamiin aur muqaddar kii ek hai fitrat
ki jo bhii boyaa vahii huu-ba-huu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
baanuu-e-shahar-e-suKHan 'miir' kaa boyaa kaaTaa
tere 'haashim' se na.ii fasl ugaa.ii na ga.ii

