SEARCH RESULTS
Showing search results for "boyaa"
Ghazal MATCHES FOR "boyaa"
Ghazal
jurm aadam ne kiyaa aur nasl-e-aadam ko sazaa
kaaTtaa huu.n zindagii bhar mai.n ne jo boyaa nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
dil jal rahaa hai zard shajar dekh dekh kar
ab chaahato.n ke biij na boyaa kare.nge ham
Qateel Shifai
Ghazal
Faragh Rohvi
Ghazal
aasmaa.n par ko.ii ko.npal saa nikal aa.uu.ngaa
saal-haa-saal se is KHaak me.n boyaa hu.aa mai.n
Zafar Iqbal
Ghazal
zamiin aur muqaddar kii ek hai fitrat
ki jo bhii boyaa vahii huu-ba-huu nikaltaa hai
Aadil Rasheed
Ghazal
baanuu-e-shahar-e-suKHan 'miir' kaa boyaa kaaTaa
tere 'haashim' se na.ii fasl ugaa.ii na ga.ii
Hashim Raza Jalalpuri
Ghazal
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
Ismail Merathi
Ghazal
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
mere lafzo.n se miraa dard jhalak jaataa hai
jabki is dard ko aavaaz me.n boyaa hii nahii.n
Amit Sharma Meet
Ghazal
sach bolnaa chaahe.n bhii to bolaa nahii.n jaataa
jhuuTo.n ke liye shahr bhii chho.Daa nahii.n jaataa
Azhar Naiyyar
Ghazal
isii zamiin pe hai.n aaKHirii qadam apne
isii zamiin me.n boyaa hu.aa shabaab bhii hai
Kanval Ziai
Ghazal
dekh kar fasl a.ndhero.n kii ye hairat kaisii
tuu ne kheto.n me.n ujaalaa hii kahaa.n boyaa thaa
Moin Shadab
Ghazal
hai aaj kii faslo.n me.n adaavat hii adaavat
kyaa boyaa thaa ham ne yahaa.n kyaa kaaT rahe hai.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
Syed Naseer Shah
Ghazal
naKHl-e-hayaat apnaa gulshan me.n baaGbaa.n ne
boyaa to thaa havas kar lekin na paal aayaa