SEARCH RESULTS
Showing search results for "charb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "charb"
Ghazal
raat kaT jaatii hai baate.n vahii sunte sunte
sham-e-mahfil sanam-e-charb-zabaa.n hai ki jo thaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
log me.n ab vo charb-zabaanii nahii.n rahii
yaa hijr me.n udaas hai.n qisse visaal ke
Ahmad Wasi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "charb"
Ghazal
butaan-e-charb-zabaa.n sun ke KHuubi-e-guftaar
adab me.n dab ga.e husn-e-kalaam bhuul ga.e
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
zindagii chup na karaa un ko ki bechaare ye jism
chand din charb-zabaanii ke liye aa.e hai.n
Farhat Ehsas
Mazahiya
aaKHir ko mai.n ne charb-zabaanii se haar kar
ye kah diyaa ki Thiik hai kutte se pyaar kar
Saghar Khayyami
Ghazal
KHuubii suu.n tujh huzuur o shama dam-zanii me.n hai
us be-hayaa kii charb-zabaanii kuu.n dekh tuu.n
Wali Dakni
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
jab talak charb na juu.n sham-e-zabaa.n kiijiyegaa
sarguzisht apnii kaa kyaa KHaak bayaa.n kiijiyegaa
Shah Naseer
Ghazal
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
be-minnat-e-jahaan-e-tunuk-zarf agar mile
vallaah phir to charb hai KHashaa pulaav par
Imdad Ali Bahr
Ghazal
haq chhiin ke letii hai yahaa.n charb-zabaanii
KHaamosh parindo.n ke liye kuchh bhii nahii.n hai
Aalam Nizami
Ghazal
duniyaa-e-ilm-o-fan me.n jo haasil thaa kal use
saaraa kamaal charb-zabaanii me.n kho gayaa

